Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

The signs of last day

577
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 6 years ago
Close

Alamate Qayamat {TEST-16}

Question 1 of 10

1

Q1. Imam Mehdi ki bayt ki jagh kya hogi ?

Select one or more of the following:

  • Safa aur Marwa ke darmiyan

  • Hajre Aswad aur Muqame Ibrahim ke darmiyan

  • Baytul Maqdas mein

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Imam Mehdi ki khilafat ki mukhalifat ke liye lashkar kahan se ayega jo beda ke muqam per dhasa diya jaega ?

Select one or more of the following:

  • Shaam

  • Tehran

  • Damishq

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Beda ke muqam per dhasne wale lashkar mein kitne admi bachenge ?

Select one or more of the following:

  • 5

  • 7

  • 1

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Imam Mehdi ki khilafat aur umoor khilafat kitne waqt mein te pajaege ?

Select one or more of the following:

  • 2 din

  • 1 hafta

  • 1 raat

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Imam Mehdi ka chehra kaisa hoga ?

Select one or more of the following:

  • Kushada peshani aur unchi naak

  • Kushada peshani aur chapti naak

  • Taang peshani aur unchi naak

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Khalifa Mehdi ke zamane mein daulat ka kya haal hoga ?

Select one or more of the following:

  • Farawani hogi

  • Taangi hogi

  • Na farawani hogi na taangi

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Isa (as) ke nuzool ke baad namaz Fajr ki imamat koun karenge ?

Select one or more of the following:

  • Isa (as)

  • Imam Mehdi

  • Imam Mehdi ke qareebi dost

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. "Mashriq se kuch log ayenge aur Mehdi ki hukumat ko mustakam karenge"
Ye hadeeth ______________________ hai.

Select one or more of the following:

  • Sahih

  • Hasan

  • Zaeef

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Dajjal ka khurooj kahan se hoga ?

Select one or more of the following:

  • Iran ke shehar Khurasan se

  • Iran ke shehar Tehran se

  • Iran ke shehar Yazd se

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Dajjal __________________________ kafir likha hoga.

Select one or more of the following:

  • Ki dono ankhon ke darmiyan

  • Ke dono khandon ke darmiyan

  • Ki peet per

Explanation