Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Inspirational history of sahaba

353
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 7 years ago
Close

Seerate Sahaba {TEST-3}

Question 1 of 10

1

Q1. Kisne pehle islam qubool kiya ?

Select one or more of the following:

  • Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra)

  • Amr Bin Al Aas (ra)

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Arab ke char zaheen tareen admion mein unka shumar hota tha.

Select one or more of the following:

  • Amr Bin Al Aas (ra)

  • Khaled Bin Waleed (ra)

  • Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra)

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Amr Bin Al Aas (ra) ne apne bete ki kis baat ki shikayat Rasool (saws) se ki ?

Select one or more of the following:

  • Hadd se zyada ibaadat karne ki

  • Roze na rakhne ki

  • Ibaadat na karne ki

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne jo hadeeth ka majmua tarteeb diya uska naam batae.

Select one or more of the following:

  • Sahife Sadiqa

  • Sahife Kareema

  • Sahife Muqadisa

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Sardarane Makkah ne najashi ke darbar mein apna numainda kis ko banaya ?

Select one or more of the following:

  • Abdullah Bin Umar (ra)

  • Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra)

  • Amr Bin Al Aas (ra)

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne khud farmaya ke mujhe ________________ ahadeeth yaad thi.

Select one or more of the following:

  • 500

  • 200

  • 1000

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne Rasool (saws) se kis baat ki ijazat mangi ?

Select one or more of the following:

  • Zyada se zyada Quran padhne ki

  • Zyada se zyada roze rakhne ki

  • Dono jawabat durust hai

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8.Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ko fazilat hasil thi.

Select one or more of the following:

  • Injeel aur Taurat per uboor hasil tha

  • Quran ke hafiz the

  • Dono jawabat durust hai

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Rasool (saws) ne Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ko kitne din mein Quran mukamal padhne ki ijazat di ?

Select one or more of the following:

  • 10

  • 5

  • 3

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Pura ka pura Sahife Sadiqa kis kitab mein shamil kar liya gaya ?

Select one or more of the following:

  • Sahih Bukhari

  • Sahih Muslim

  • Musnad Ahmed

Explanation