Q1. Dajjal Isa (as) ke hathon 'Lad' ke muqam per qatal hoga. Lad kahan hai ?
Israel
Shaam
Iraq
Q2. Dajjal se muqabla karne ke liye musalmano ka padhao "ghawta" ke muqam per hoga. Ghawta kahan waqae hai ?
Basra ke qareeb
Damishq ke qareeb
Sana ke qareeb
Q3. Isa (as) dajjal ko kud _______________ se qatal karenge.
Apne nayze
Apni talwar
Apni bandooq
Q4. Kis darakht ko Yahudi apna qaumi darkht samjhte hai ?
Neem
Gharqad
Sanobar
Q5. Musalmano mein ek bahut bada tabqa Isa (as) ke dobara nuzool ke inkari hai ?
Sahi
Ghalat
Q6. Imaan wale _____________________ log dajjal ki peshaniper likha huwa "kafir" lafz padh kar pehchan lenge.
Padhe likhe
Dono
Anpadh
Q7. Kin per dajjal ka faraib nahi chalega ?
Jo dajjal ko pehchan lenge
Jo dajjal ko pehchan kar apne iman per qaym rahege
Har kisi per uska faraib chalega
Q8. Jisne surah _____________ ki pehli 10 ayat yaad karli wo fitne dajjal se bacha liya gaya.
Kahaf
Yasin
Jumuah
Q9. Fitne dajjal se bachne walon ko Allah dunya mein kis ki zubani bulandi darjat ki basharat denge ?
Momino
Mehdi
Isa (as)
Q10. Rasool (saws) fitne dajjal se mehfuz rehne ke liye namaz mein (durood shareef ke baad) dua manga karte the.
Jee haan
Jee nahi