Q1. Surah Zukhroof ayat 61 : Isa (as) _____________________ qayamat ki ek nishani hai.
Ki paidaish
Ka nuzool
Ka suli diya jana
Q2. Isa (as) ke ahed mubarak mein kya nahi hoga ?
Adal wa insaaf
Pyaar wa mohabbat
Hasad, bugz aur kina
Q3. Isa (as) ka zamana khilafat kitne saal hoga ?
30
20
40
Q4. Isa (as) ke ahed mubarak mein tamam mazahib ka kya hoga ?
Sub mazahib ko aman hasil hoga
Sub mazahib khatam hojaenge
Sub mazahib ku urooj milega
Q5. Isa (as) ka zameen per nuzool hone ke baad wo shadi karenge aur unki aulad hogi
Sahi
Ghalat
Q6. Nuzool masih ke hawale se qadyanio ka kya aqeeda hai ?
Isa (as) ka nuzool hoga
Isa (as) faut ho chuke
Isa (as) dajjal ko qatal karenge
Q7. Kisne Yajooj Majooj ko bada band tameer karke qaid kardiya tha ?
Zul Qarnain
Namrood
Isa (as)
Q8. Yajooj Majooj kis bemari mein mubtala hokar marenge ?
Gardan ki
Maide ki
Gurde ki
Q9. Yajooj Majooj se bachne ke liye Allah ke hukum se Isa (as) musalmano ko kahan le jaenge ?
Kohe Tur
Makkah Mukarrama
Madina Munawwara
Q10. Yajooj Majooj koun hai ?
Aulade Adam
Jinnat
Kauf nak janwar