Q1. Kin logon ko badtareen kaha gaya hai ?
Jin per qayamat qaim hogi
Jo qabron ko ibadaat gah banate hai
Dono jawabat durust hai
Q2. Hadeeth mein bataya gaya hai ke Isa (as) ki shakl ____________________ ki tarah hogi.
Urwa Bin Masood (ra)
Musaib Bin Umair (ra)
Dahiya Qalbi (ra)
Q3. Razdare Rasool (saws) :-
Muaz Bin Jabal (ra)
Anas Bin Malik (ra)
Huzaifa Bin Yaman (ra)
Q4. Qayamat ke qareeb shaam ki taraf se chalne wali thandi hawa kiski jaan nikalegi ?
Yahudion ki
Mushrikin ki
Imaan walon ki
Q5. Rasool (saws) ne farmaya "____________________ se shaitan ka sar nikalta hai"
Mashriq
Maghrib
Shimal
Q6. Ummate Muhammadiya (saws) ko halak karne wale quresh ke chand nawjawan honge.
Sahi
Ghalat
Q7. Qayamat ke qareeb log munaqash _____________ tameer karenge magar namaz na padhenge.
Imaraat
Mahelaat
Masajid
Q8. Allah kin logon ke bare mein farmata hai ke "ye log Allah se darne wale hai" :-
Namazi
Ilm wale
Rozedar
Q9. Hadeeth : "meri ummat mein jab nafarmani aam hojaegi toh Allah sub per apna azaab nazil farmaega. Sub mein koun koun shamil hai ?
Naik log
Badd log
Q10. Qayamat jab qaim hogi us waqt Allah ka naam lene wale kitne honge ?
Chand (few)
Ek bhi nahi
Bahut se (many)