Q1. Muaz Bin Jabal (ra) bayte aqba sani mein shamil the, us waqt unki umr kya thi ?
18
28
25
Q2. Rasool (saws) ne kitne logon ke bare mein farmaya ke unse Quran sikho, un mein Muaz Bin Jabal (ra) bhi shamil the ?
4
7
8
Q3. Muaz Bin Jabal (ra) ki speciality :-
Jangi khidmat
Ilmi khidmat
Maali khidmat
Q4. Rasool (saws) ne Muaz Bin Jabal (ra) ko kis jagah ka shaikh (governor) muqarar kiya ?
Makkah aur Yemen
Makkah aur Shaam
Makkah aur Bayt ul Maqdas
Q5. "Kisi aurat ne Muaz Bin Jabal (ra) ke jaisa faqhi paida nahi kiya agar Muaz na hote toh mein halak hojata" Ye kis sahabi ka mashoor jumla tha ?
Ali (ra)
Umar (ra)
Uthman (ra)
Q6. Muaz Bin Jabal (ra) ki umr inteqal ke waqt kya thi ?
34
43
50
Q7. Muaz Bin Jabal (ra) se marwi ahadeeth ki tedad batae :-
40
30
Q8. Muaz Bin Jabal (ra) ko kisne bayt ul maqdas ke aas pass ke ilaqon ka faqhi (ustad) muqarar kiya ?
Abu Bakr (ra)
Q9. Rasool (saws) ne Muaz Bin Jabal (ra) ke bare mein farmaya ke wo sub se zyada _____________________
Sharm wa haya karne wale hai
Hallal haram ke jane wale hai
Narm dil hai
Q10. Hadeeth ke mutabiq Muaz Bin Jabal (ra) qayamat ke din kis jamat ke agey agey honge ?
Huffaz
Ulama
Sahaba