Q1. Ubay Bin Kaab (ra) ki speciality :-
Maher Ul Quran
Madinah mein sub se pehle katibe wahi
Dono jawabat durust hai
Q2. Ubay Bin Kaab (ra) taluq khazraj ke kis qabile se tha ?
Banu Najar
Banu Haris
Banu Ammr
Q3. Ubay Bin Kaab (ra) ki kunyat :-
Abu Tufail
Abu Mundhir
Q4. Muslim ki hadeeth : "mujhe Allah ne hukum diya hai ke mein Ubay Bin Kaab (ra) ke samne surah __________________ ki tilawat karun"
Surah Yasin
Surah Fatiha
Surah Bayinah
Q5. Ubay Bin Kaab (ra) ka laqab :-
Sayad ul Ansar
Sayad ul Qira
Q6. Hadeeth ke mutabiq Ubay Bin Kaab (ra) ko sub se zyada kis cheez ka ilm tha ?
Qiraat
Halal haram
Miras
Q7. Ubay Bin Kaab (ra) kis bayt mein shamil the ?
Bayt Uqba Awwal
Bayt Uqba Sani
Q8. Rasool (saws) ke puchne per ke Quran ki sub se azeem ayat kounsi hai. Ubay Bin Kaab (ra) ne kya jawab diya ?
Ayat e Dain
Ayat e Bir
Ayatal Kursi
Q9. Ubay Bin Kaab (ra) riwayat karte hai ke "Rasool (saws) ne farmaya Tawrat aur Injeel mein Allah ne ____________________ ki misal (manind) kalam nahi utara.
Surah Ikhlas
Surah Naas
Q10. Ubay Bin Kaab (ra) ke mawakhati bhai :-
Saeed Bin Zaid (ra)
Zubair Bin Awwam (ra)
Saad Bin Abi Waqqas (ra)