Q1. Yahood ye samjhte the ke akhirat ka ghar unke liye hai isiliye wo maut ki khawhish karte they take jaldi apna ajar palein
Sahi
Galat
Q2. Yahood lambi zindagi ke ___________________ se zyada harees the :-
Mushrikeen
Musalman
Atish parast
Q3. Yahood kis farishte ke dushman the :-
Jibrael (as)
Mikael (as)
Israfeel (as)
Q4. Hadeeth ka mafhoom :- "Jo ehad (wadah) poora nahi karta us mein ________________________ nahi"
Ilm
Amal
Imaan
Q5. Yahood ne kis Nabi ke bare mein kaha ke wo jadu karte they ?
Sulaiman (as)
Loot (as)
Dawood (as)
Q6. Haroot aur Maroot kaun the ?
Farishte
Shayateen
Insaan
Q7. Be-asal khayalat jiska asal zahir na ho :-
Saher
Ghayb
Q8. Shayateen kiske darmiyan judai dalne wala jadu sikhate they :-
Miya biwi
Bhai bhai
Maa betay
Q9. Allah kya keh kar Rasool (saws) ko mukhatib karne ka hukum de raha hai ?
راعنا
انظرنا
سمعنا
Q10. Ayat number 102 mein kufr kisko kaha gaya hai ?
Allah ko na manna
Jadu seekhna
Farishton ko na manna