Q1. Yahood aur Nasara ko kis cheez ki pairwi se roka gaya hai ?
Unke ilm ki
Unke amal ki
Unke khuwahishat e nafs ki
Q2. Tilawate haqq se kya murad hai ?
Itteba karna
Ilm hasil karna
Imaan lana
Q3. Wo dastoor jo Allah ne anbiya ki zaban per bandon ke liye muqarar farmaya. Ye kis lafz ka manay hai ?
( milatahum) ملتهم
(usoolahum) اصولهم
(umorahum) امورهم
Q4. Kis nabi ki awlaad mein se har daur mein anbiya ate rahe ?
Ibrahim (as)
Idress (as)
Musa (as)
Q5. Ibrahim (as) ne kis ko rizq dene ki dua ki ?
Kafiron ko
Imaan walon ko
Dono ko
Q6. Manasik se kya murad hai ?
Ibaadat ke tareeqe
Rehn sehen ke tareeqe
Rasm o riwaj
Q7. Nabi (saws) ne farmaya :- "mein apne baap _____________________ ki dua hoon"
Abdullah
Ishaq (as)
Q8. Hikmat kya hai ?
Deen ki marifat
Ahadeeth
Dono sahi hai
Q9. Shirk aur buray ikhlaq se paak karna kya kehlata hai ?
Hikmat
Taskiya
Fehem
Q10. Ibrahim (as) aur Yaqoob (as) ne apni awlaad ko kis haal mein marne ki waseehat ki ?
Musalman
Yahoodi
Ibraheemi