Q1. Apne bete ki tarah Nabi (saws) ko pehchante the ?
Yahoodi
Madinae wale
Makkah wale
Q2. Sabse badi naiki kya hai ?
Naikion mein sabaqat karna
Qible ki taraf rukh karna
Farz ibadaat
Q3. Allah kin logon ka zikr farishton ke samne karta hai ?
Naik log
Shukar ada karne wale
Allah ka zikr karne wale
Q4. Kin logon ke liye Allah apne niamat tamam karega ?
Imaan wale
Allah se darne wale
Amal e saleh karne wale
Q5. Kis ke zariye maddad magne ko kaha gaya hai ?
Sabr aur namaz
Sabr aur zakat
Namaz aur zakat
Q6. Kin logon ko murda kehne se mana kiya jaraha hai ?
Shuhuda
Anbiya
Saleheen
Q7. Jab koi musibat puhanchti hai toh kya kehna chahiye ?
Alhamdulilah
Subhan Allah
Inna lillahi wa inna illahi rajioon
Q8. Kon log hai jin per Allah salamti aur rehm bhejta hai aur yehi log hidayat yafta hai ?
Sabr karne wale
Naik amal karne wale
Namaz padhne wale
Q9. Sha'ir Allah kya hai ?
Jinhe dekh kar Allah yaad aye
Jo Allah ki yaad se ghafil karde
Allah ke bandon ko nafa puhchana
Q10. Jo kuch Allah ne nazil kiya hai jo log usse chupate hain un pe Allah aur _____________________ ki lanat hai.
Momineen
Malaikah
Sab lanat karne walon