Q1. Bani israel ka khalifa kon hota tha ?
Unka nabi
Unka sardar
Unka alim
Q2. Dawood (as) ki biwi kiski beti thi ?
Taloot
Jaloot
Shamoeell (as)
Q3. Takoot ko leader na manna, Bani israel ke kis rawaiyye ko zahir karta hai?
Qaum parasti (nationalism)
Mada parasti (materialism)
Khandan parasti
Q4. Ilm, Taqwa, taqat aur zahanat kis ki qualities batai gai hain?
Ideal teacher
Ideal leader
Ideal friend
Q5. Saccha leader khud se ohday ka khuahishmand hota hai.
True
False
Q6. Zalim ka hath rokne wala aur mazloom ka sath dene wala hi dar haqeeqat ___________hai.
Taqatwar
Ilm wala
Amal wala
Q7. Dushman se muqablay ki surat mein peeche na hatne wala kon hota hai ?
Zaheen
Sabit qadam
Q8. Taboot e sakina wapis miljana kis baat ka suboot tha ?
Taloot ko leader muqarrar kia jana
Dawood (AS) ki nabowat
Shamoeell (AS) ki nabowat
Q9. Piaas bardasht karny walon ki tadat kis ke barabar thi ?
Gazwa-e-Ohud me muslamano ki tadat ke barabar
Gazwa-e-Badr me muslamano ki tadat ke barabar
Gazwa-e-Tabuk me muslamano ki tadat ke barabar
Q10. Sabit qadam rehny walon ne sabr ke liye kya dua ki ?
Hamary andar sabr paida kar
Hamary dilon mein sabr paida kar
Hum par sabr undayl de