Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF {TEST-10}, created by Asiya Abdul Raoof on 25/01/2019.

1318
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 6 years ago
Close

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-10}

Question 1 of 10

1

Bilal RA aur Khabab bin Arat RA kis tabqe se taaluq rakhte the?

Select one or more of the following:

  • Ghareeb

  • Ameer

  • Leader

Explanation

Question 2 of 10

1

Kis ne Rasool Allah se demand ki ke ghareeb sahaba ko apne se door ker dein?

Select one or more of the following:

  • Allah swt

  • Yahood

  • Sardaraan e Quraish

Explanation

Question 3 of 10

1

Multahida ke kya maane hain?

Select one or more of the following:

  • Qabr

  • Jaaye panah

  • Aasman

Explanation

Question 4 of 10

1

Kaun Allah swt ke zikr se ghafil ho jata hai?

Select one or more of the following:

  • Jo apni khwahishaat e nafs ke peeche pad jata hai

  • Jo bahut masroof ho jata hai

  • Jo deen ke kaam mein lag ker sab kuch bhool jata hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Aayat 28 mein kin do tarha ke logon ka zikr hai?

Select one or more of the following:

  • Allah swt ka zikr karnewale aur Allah ke zikr se ghafil

  • Ameer aur ghareeb

  • Sachhe aur jhoote

Explanation

Question 6 of 10

1

Subah shaam Allah swt ko pukaarne se kya hasil hoga?

Select one or more of the following:

  • Allah swt ka chehra

  • Faraagh rizk

  • Deen ka ilm

Explanation

Question 7 of 10

1

Islam kis ke khilaf hai?

Select one or more of the following:

  • Ameer

  • Leaders

  • Class system

Explanation

Question 8 of 10

1

Kis muhaddis ke liye mashoor hai ke jab wo hadees ka dars dete to behtareen libas pehente aur khushboo lagate

Select one or more of the following:

  • Imam Shafai

  • Imam Malik

  • Imam Abu Haneefa

Explanation

Question 9 of 10

1

Ahsan ul amal se kya murad hai?

Select one or more of the following:

  • Her achha amal

  • Allah ka zikr

  • Achha amal jo achhe tareeqe se kiya gaya ho

Explanation

Question 10 of 10

1

Hasanaat ka opposite kya hai?

Select one or more of the following:

  • Saiyiaat

  • Amal e saleh

  • Ahsan ul amal

Explanation