________ ke salam karne par ________ hairan hue aur kaha ke tumhare mulk mein salam kahaan se aya.(yani salam ka rivaj to tumhare mulk mein nahi hai.)
Moosa AS, Khidhar AS
Khidhar AS, Moosa AS
Moosa AS, Youshe bin Noon AS
Ilm hasil karne ke liye ______ zaroori hai.
Sabr o istiqamat
Mantaq (logic)
Behes
Khizar AS , Moosa AS ko kis shart par apne saath rakhne ke liye aamada hue?
Sawal na karne
Chup rehne
Da'awat karne
Kis sahabi ne ek hadith sunne ke liye ek maheene ka safar tay kiya?
Jabir Bin Abdullah
Osama Bin Zaid
Huzaifa Bin Yamaan
Moosa AS ka Khizar AS se ilm hasil karna kis ki ahmiyat ko zahir karta hai?
Ustaad
Walidain
Dost
100 qatl karnewale shaqs ke saat Allah ne kya ma'amla kiya?
Use maaf kardiya
Use maaf nahi kiya
Uspe gazab nazil kiya
Moosa AS ne Khizar AS se baqaida ijazat li ke wo unke saath rehkar ilm hasil karen?
True
False
Khizar AS ko jo ilm diya gaya tha use Quran me kya kaha gaya hai?
Rushd
Ilm ul ghaib
Ilm ul Kabeer
Classroom mein bait kar seekhne aur ghar par seekhne me koi farq nahi
Ilm e nafa'e us waqt hi hasil hosakta hai jab kisi _______ ustaad se liya jaye.
Rushdwale
Mashoor
Jaan pehchanwale