Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz on TAFSIR SURAH KAHF {TEST-21}, created by Asiya Abdul Raoof on 12/04/2019.

1149
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 5 years ago
Close

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-21}

Question 1 of 10

1

kuffar e Makkah ke kin sawalaat ke jawab mein surah kahf nazil hua?

Select one or more of the following:

  • As'hab e Kahaf, Rooh, Zulqarnain ke bare mein

  • Khizar AS, Musa AS, Zulqarnain ke bare mein

  • As'hab e Kahaf, baagh wale, Musa AS ke bare mein

Explanation

Question 2 of 10

1

Abu Bakr RA ki khilafat ke liye sab se pehle kis ne baith ki?

Select one or more of the following:

  • Umar RA

  • Abu Ubaida bin Jarrah

  • Usman RA

Explanation

Question 3 of 10

1

Hadees ke mutabik kin 3 logon ki izzat (respect) karni chahiye?

Select one or more of the following:

  • Shaiba (old man), aadil badshah, haamil e Qur'an

  • Andha badshah, Qur'an ka talib e ilm, mazoor shaqs

  • Haafiz e qur'an, badshah e waqt, mazoor shaqs

Explanation

Question 4 of 10

1

Zulqarnain kaun tha?

Select one or more of the following:

  • Aadil badshah

  • Zalim badshah

  • Mutakabbir badshah

Explanation

Question 5 of 10

1

Zulqarnain ko Allah SWT ne bahot se wasail (resources) ata kiye the

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 6 of 10

1

Zulqarnain ki fauj (army) kaisi thi?

Select one or more of the following:

  • Badi (large) aur munazim (disciplined)

  • Choti magar munazim (disciplined)

  • Badi (large) magar ghair munazim (undisciplined)

Explanation

Question 7 of 10

1

Allah SWT ne Zulqarnain ko kafir qaum ke liye kya hukm diya?

Select one or more of the following:

  • Unko azab de

  • Unko chod de

  • Chahe to unko azab de cahe to chod de

Explanation

Question 8 of 10

1

Asbaab aise wasail hain jin se faida utane ke liye jaddo jahed (struggle) nahi karni padti.

Select one or more of the following:

  • True

  • False

Explanation

Question 9 of 10

1

Garam pani, lava ke kareeb ki garam mitti aur kichad ke liye kya lafz istemal huwa hai?

Select one or more of the following:

  • Haami'atin

  • Jadaha

  • Balagha

Explanation

Question 10 of 10

1

''Fa atba'a sababa'' se kya murad hai?

Select one or more of the following:

  • Wasail ka behtareen istemal karna

  • Allah SWT ka behtareen wasail ata karna

  • Jaddo jahed ke baghair hi wasail ka faidamand hona

Explanation