Seerat padhna kyun zaruri hai ?
Eemaan taaza hota hai.
Aap(s.a.w) se mohobbat mein izafa hota hai.
Dono jawabaat durust hain.
Q-2: Seerat ke do pehlu hain, Khulq-Khalq, dono milakar ________ kaha jaata hai.
Hulya Mubarak
Shumael
Dono jawabaat durust hain
Q-3: Sabse pehle Seerat kisne likhi ?
Safiur-Rahman Mubarakpuri ne
Sahaba ne
Urwa bin Zubair ne
Q-4: Seerat padhna har Musalman per farz hai, ye kiska Qaul hai ?
Urwa bin Zubair
Imam ibn al Qayyum
Imam ibn e Taimiyah
Q-5: Ahle Kitaab ne Rasoolon ke ta'aluq se kis tarah Ghulu kiya ?
A) Unhein Insaan samjha
B) Unhein Allah ke barabar qaraar diya
C) Unhein Allah ka beta banaya
D) Jawaab B aur C durust hai
Q-6: Aap jis Kitaab ka muta'ala kar rahe hain uska naam
Seeratun Nabi(s.a.w)
Rehmatulil Aalameen
Ar Raheeq Al Makhtoom
Q-7: Injeel mein Aap (s.a.w) ka naam
Muhammad bataya gaya
Ahmed
Q-8: Hadith e Rasool(s.a.w) hai, "Tum mein se koi momin nahi ho sakta jabtak main Use ........... "
Poori duniya se badhkar mehboob na ho jaaoon
Uske Walidain aur tamam logon se badhkar mehboob na ho jaaooon
Q-9: Aap(s.a.w) kaunse Qabile se ta'aluq rakhte the ?
Banu Hashim
Quraish
Banu Fahar
Q-10: Aap(s.a.w) ne kabhi __________ ki qasam nahi khayi
Devi devtaon
Laat aur Uzza
Hub-bul
Teeno jawabaat durust hain