Q1) Bait al Maamoor mein har roz kitne Farishte Allah tala ki ibadat karte hain ?
60 hazaar
70 hazaar
80 hazaar
Q2) Kis Sahabi ko har Ayat ka background pata tha ?
Khalid bin Waleed(RA)
Abdullah bin Masood(RA)
Amr bin al Aas(RA)
Q3) Hakeem kiski sifaat hai ?
Allah tala
Quran
Allah tala & Quran
Q4) Allah tal ne Quran mein Sahaba Akraam ko kya farmaya hai ?
Hazb-e-Nabi
HazbAllah
Hazb-al-Mumineen
Q5) Qadr ka lafzi maani bataein
Izzat
Taqdeer
Tazeeb
Q6) Kuffaar per sakht hone se kya muraad hai ?
A) Deen ke maamle mein compromise nahi karna
B) Unse sakhti se baat karna
C) Both A and B
Q7) Jung-e-Muattah mein kauns us waqt tak ladte rahe yahan tak ki unke dono haath kat gaye ?
Jaafar bin Abi Talib(RA)
Abu Talha Ansaari(RA)
Usama bin Zaid(RA)
Q8) Jo ____________ ko nahi maanta, wo darasal ___________ ko bhi nahi maanta
Hadith, Quran
Quran, hadith
Q9) Ahadith ki wajah se taqreeban kitne uloom ijaad hue ?
50
100
70
30
Q10) Nabi(SAW) ki Ahadith ______________ ka darja rakhti hain
Kaanoon
Mustahab
Q11) Ahadith Wahi ki kaunsi qism hai ?
Wahi-e-Matloo
Wahi-e-Ghair Matloo
Wahi-e-Jali
Q12) Surah Ad-Dukhaan mein kya bataya gaya hai ki Lailatul Qadr mein kiye jaanewale faisle kis qism ke hai ?
Zindagi aur Maut ke faisle
Wasail Zindagi ke faisle
Hikmatwale faisle
Q13) Un Khalifa ka naam bataein jo Aakhirat ki dar ki wajah se itna rote the ki unke chehre per do naaliyaan ban gayi thi ?
Abu bakr (RA)
Umar (RA)
Uthman (RA)
Ali (RA)
Q14) Ghazwa-e-Uhud ke mauqe per kis Sahabi ne dua ki thi ki unke aankh aur naak Allah tala ki raah mein kaate jaayein, aur unki dua qubool hui ?
Saad bin Abi Waqqas (RA)
Abdullah bin Umar (RA)
Abdullah bin Jahash (RA)
Q15) Makki daur mein Nabi(SAW) ne kis Sahabi ko Hadith likhne ki ijazat di aur farmaya "Main haqq baat hi kehta hoon"
Abdullah bin Amr bin al Aas (RA)
Abdullah bin Umar(RA)
Abdullah bin Abbas (RA)