Q1) Apne gharwalon ko Surah An Noor ki talimaat diya karo ye kis Sahabi ka qaul hai ?
Hazrat Umar(RA)
Hazrat Abu Bakr Siddique(RA)
Hazrat Usman(RA)
Q2) Nuzool Ke aitbaar se Surah Al Ahzaab __________________ se pehle naazil hui
Surah Al Baqarah
Surah An Nisa
Surah An Noor
Q3) Islaam mein ghair Muslims ke skills se fayda uthana kaisa hai ?
Ijazat hai
Mana kiya gaya hai
Bohot bura amal samjha gaya hai
Q4) Sabse Roushan Khayalaat, wussat e nazariah kis mazhab mein paaya jaata hai ?
Judaisim mein
hinduism mein
Deen e Islaam mein
Q5) Islaam mein pehle kis cheez per dhyaan diya jaata hai ?
Sazaaon per
Tazkiya aur Tarbiyat per
Progressive Khayalaat per
Q6) Chori, qatal, Zinaa, Murtid hona....
Kabeera gunah hai
Saghirah gunah hai
Gunah nahi hai
Q7) Islaam kis sonch se mana karta hai ?
Moderate sonch se
Progressive sonch se
Ghair muslim ki sonch, aqaaid ikhtiyar karne se
Q8) Nikah ke ilawa kisi surat mein aurat aur mard ka taaluq...
Jayaz hai
Najayaz hai
Makrooh hai
Q9) Aurat ko kya cheez Jannat mein le jaane ka baais banti hai ?
Haya
Oonchi sonch
Mard ki barabari karna
Q10) Nikah __________________ se rokta hai.
Milne-jhulne se
Zinaa se
Fahash kalami se
Q11) Har mazhab mein Zinaa ko...
Bura samjha gaya hai
Acha samjha gaya hai
Kuch ke nazdeek koi bura fail nahi hai
Q12) Kisi nasal ko baaqi rehna hai to uske liye...
Khandaani nizaam mazboot hona zaruri hai
Maaldaar hona zaruri hai
aulaad hona zaruri hai
Q13) Paak daaman mard ya aurat per ilzaam lagaane ki saza ?
20 lashes hain
100 lashes hain
80 lashes hain
Q14) Qawaaneen kyu banaye jaate hain ?
Muaashre se zulm, zyadti ko khatam karne ke liye
Behayaai aur buraai se bachne ke liye
Dono jawaabaat durust hain
Q15) Insaan jab Zinaa karta hai to uske dil se ___________ utha liya jaata hai
Imaan
Paakeezgi