Aap(s.a.w) ka ta'aluk Arab ki is shaakh(branch) se tha
Arab Aareba
Arab Baeda
Arab Mustareba
Q-2: Aap(s.a.w) ke Jadd -e-A'ala Hashim ka asal naam kya tha ?
Abdul Muttalib
Amrw
Shaeba
Q-3 : Aapke Dada ka naam Abdul Muttalib kyun pada ?
kyun ke Aap Muttalib ke peeche sawari per baith kar aaye the
Logon ne Aapko Muttalib ka ghulam samjha
Dono jawabaat durust hai
Q-4 : Aap (s.a.w) ka ta'aluk kis Qabile se tha ?
Qabila-e-Hashim
Qabila-e-Quraish
Qabila-e-Abde Manaaf
Q-5: Aap (s.a.w) ka Khandaan
Banu Qilab
Banu Hashim
Banu Saad
Q-6: Ka'abah ko dhaane ki garz se kisne Makkah per chadhai ki ?
Habsh ka Governor Abraha ne
Yaman ka Governor Abraha ne
dono jawabaat durust hain
Q-7: Ye waqeah Aap(s.a.w) ki paidaaish se kitne din pehle paish aaya ?
50 ya 55 din pehle
100 din pehle
90 din pehle
Q-8: Aap( s.a.w) ne farmaaya "Main ___ zabihon ki aulaad hoon
2
3
4
Q-9: Aap(s.a.w) ke waalid ki jaan ke badle _____ uoont Qurbaan kiye gaye, us waqt se diyyat _____ uoont pad gayi
10
50
100
Q-10: Muhammad(s.a.w) ke waalid ne jo Tarka(inheritance) chhoda...
Uoont, Bakriyaan, Habshi kaneez
Bakriyon ka rewad aur Habshi kaneez
Paanch Uoont, ek bakri ka rewad, ek Habshi kaneez
Q-11: Umme Ayman ka naam kya tha ?
Suwaiba
Saadiya
Barakat
Q-12: Aap( s.a.w) ki paidaaish kis sun mein huee ?
573 Eiswi
570 Eiswi
571 Eiswi
Q-13: Aap( s.a.w) ka naam kisne rakha ?
Aap ki waaleda ne
Abu Talib ne
Abdul Muttalib ne
Q-14: Muhammad ke maani(meaning) kya hai ?
Jisne taareef ki
Jiski taareef ki gayi
Q-15: Sabse pehle Aapko doodh pilaya
Halima Saadiya ne
Hazrat Aamena ne
Suwaiba ne
Q-16: Halima Saadiya ka ta'aluk kaun se Qabile se tha ?
Bani Murra
Bani Saad
Bani Qinanah
Q-17: Waqeya Shaqq-e-Sadar kab paish aaya ?
4th year
5th year
6th year