An Nisa ka kya ma'ani hai ?
a) Ek aurat
b) Auratein
c) Biwiyan
Surah Nisa ki pehli ayath padhna masnoon hai
a) Khutba e nikah
b) Khutba e jumah
c) Khutba e eid
Surah Nisa ki shuruwaat kis baat se ki gayi hai?
a) Taqwa
b) Namaz
c) Hajj
Mufassireen ne Surah Nisa ko kitne hisson mein taqseem (devide) kiya hai?
a) 2 ya 3
b) 3 ya 4
c) 4 ya 5
Taqwa ki biniyaad kin cheezon pe hai?
a) Maal aur aulad
b) Ilm aur haal
c) Namaz aur zakat
Aapas ke mamlaat ki kharabi ki wajah zaban bhi hai
a) True
b) False
Ayath mein kaha gaya hai ke insan apne huqooq __________ ke waaste se mangta hai.
a) Allah
b) Rasool
c) Aulaad
Rabb ke ma'ani kya hain?
a) Paalnewala / Nigehdaasht karnewala
b) Zarre ko kamaal tak pahunchanewala
c) Dono jawab durust hain
Surah Nisa ki pehli ayath mein taqwa ka zikr kitni baar aya hai?
a) 2
b) 3
c) 1
Maamlaat ka ta'aluk taqwa se nahi hai, taqwa ka sirf ibadat se ta'aluk hai.