Aisa fareeza jo dil ki khushi ke saat ada kiya jaye
a) Nihla
b) Haneeya
c) Mariiya
Sidq ka lafzi maana hai
a) Sachhai
b) Shaffaf(purity)
c) Taazgi(freshness)
_________ aisa tohfa jo muhabbat aur dil ki khushi se diya jaaye
a) Mahr
b) Mooh dikhai
c) Jahez
Mahr ki qismein
a) Mua'ajjal / muajjal
b) Awal muakhar
c) Zahir batin
Der se diya janewala mahr
a) Muajjal
b) Mua'jjal
c) Muakhar
Nikah ke waqt jo mahr fauran ada kiya jata hai
a) Mua'ajjal
b) Muajjal
c) Awwal
Kis khalifa e rashid ke mehr kam rakhne ki raay pe ek qaurat ne aithraaz kiya aur unhone apni raay wapis le li.
a) Umar ra
b) Usman ra
c) Ali ra
Khadija ra ka mahr kitna tha?
a) 20 Oont(camel)
b) 2 Oont
c) 5 Oont
Mahr aurat se maaf karwana
a) Ghalat hai
b) Sahi hai
c) Koi harj nahi
Mahr kis buniyaad pe rakha jana chahiye
a) Mard ki haisiyat
b) Aurat ki haisiyat
c) Kam se kam