Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-8}, created by Asiya Abdul Raoof on 27/03/2020.

555
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-8}

Question 1 of 10

1

Wirasat ki taqseem ka iqtiyar...

Select one or more of the following:

  • a) Allah swt ne apne paas rakha

  • b) Rasool saw ko diya gaya

  • c) Malik e jaidaad ko hasil hai

Explanation

Question 2 of 10

1

Aaq karne se kya murad hai?

Select one or more of the following:

  • a) Waris ko zyada hissa milna

  • b) waris ko jaidaad se mehroom karna

  • c) Waris ko kam hissa milna

Explanation

Question 3 of 10

1

Aaq karna kaisa hai?

Select one or more of the following:

  • a) Jaiz

  • b) Koi harj nahi

  • c) Na jaiz

Explanation

Question 4 of 10

1

Zool al furoos (as hab ul furoon) kaun hain?

Select one or more of the following:

  • a) Wirasat mein inka hissa muqarrar hai

  • b) Jin ko wirasat mein hissa diya ja sakta hai

  • c) Jin ko wirasat se mehroom kar diya jata hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Wirasat ki taqseem sahib e jaidaad ki zindagi mein bhi kiya ja sakta hai

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation

Question 6 of 10

1

Apne maal mein se kitne maal ki wasiyat ki ja sakti hai?

Select one or more of the following:

  • a) Half

  • b) Full

  • c) One third

Explanation

Question 7 of 10

1

Zindagi mein diya jaanewala maal kya kehlata hai?

Select one or more of the following:

  • a) Wirasat

  • b) Hiba

  • c) Wasiyat

Explanation

Question 8 of 10

1

Mayyat ke qaeebi mard rishtedaar ko kya kaha jata hai?

Select one or more of the following:

  • a) Asbah

  • b) Aallati

  • c) Waseeh

Explanation

Question 9 of 10

1

Surah nisa ki kis ayat ko ayat e iris kaha jata hai?

Select one or more of the following:

  • a) 4

  • b) 6

  • c) 11

Explanation

Question 10 of 10

1

Jin behen bhaiyon ke walid ek ho aur walida alag ho, unko kya kaha jata hai?

Select one or more of the following:

  • a) Aallati

  • b) Ikhlafi

  • c) Nasbi

Explanation