Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-9}, created by Asiya Abdul Raoof on 03/04/2020.

596
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-9}

Question 1 of 10

1

Pehle ada kiya jata hai..

Select one or more of the following:

  • a) Qarz

  • b) Wasiyat

  • c) Wirasat

Explanation

Question 2 of 10

1

Kalala kise kehte hain?

Select one or more of the following:

  • a) Jiski biwi na ho

  • b) Jiske na walidain ho aur na aulad

  • c) Jiske behen bhai na ho

Explanation

Question 3 of 10

1

Kalala ke behn bhai ka hissa

Select one or more of the following:

  • a) Bhai ka behn se dugna

  • b) Behn ka bhai se dugna

  • c) Behn bhai ka barabar hai

Explanation

Question 4 of 10

1

Wasiyat karna..

Select one or more of the following:

  • a) Farz hai

  • b) Chahe to kare, chahe to na kare

  • c) Masnoon hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Kalala ke waris kaun hote hain?

Select one or more of the following:

  • a) Behn bhai

  • b)Padosi

  • c) Door ke rishtedaar

Explanation

Question 6 of 10

1

Allah swt logon ko unki istita'at ke mutabik ehkamaat deta hai.Is ke lye Allah ne aayat mein kaunsi sifat istemaal ki hai?

Select one or more of the following:

  • a) Rehman

  • b) Haleem

  • c) Wahhab

Explanation

Question 7 of 10

1

Aayat 14 mein Allah aur Rasool ki nafarmani karne aur hudood allah ko thodne wale ke liye 2 tarha ke azaab ki wayeed hai

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation

Question 8 of 10

1

Qur'an mein hamein wirasat ke tamam ehkamaat milte hain. Ahadeeth se rujoo ki zaroorat nahi.

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation

Question 9 of 10

1

Ruswa kardene wala azaab, jise hote hue sab dekhenge

Select one or more of the following:

  • a) Azaab un aleem

  • b) Azaab un azeem

  • c) Azaab un muheen

Explanation

Question 10 of 10

1

Wirasat ke zariye Allah ta'ala maal ki gardish chahta hai

Select one or more of the following:

  • a) True

  • b) False

Explanation