Q1- Kya Yusuf(A.S) ka Nikaah Zulekha se hua tha ?
Shayad
Bilkul nahi
Q2- Allah tala ________ saal ki umar me Nabiyon ko Nubuwwat ata karte the.
30
40
50
Q3- ilm ke saath ______________ zaruri hai
Hikmat
Kitaabein
Q4- Yusuf(A.S) ke haqq mein, ek bache ne gawahi di
Sahi
Ghalat
Q5- Azeez-e-Misr per Yusuf(A.S) ki paak daamani saabit ho gayi thi aur apni biwi ko hi qusurwaar maana
Q6- Misr ki aurton ne Yusuf(A.S) ko dekhkar....
Haath kaat liye
Aankh phaad diye
Q7- Lustful desires(shehwaani khwahishaat) ko control karne ke liye, Islam mein rehnumaai aur taaleemaat....
Maujud hain
Maujud nahi hain
Q8- Yusuf(A.S) ne ___________ ko tarjeeh di
Qaid
Hudood paar karne
Q9- ______________ logon ko Qayamat ke din, Allah ke Arsh ka saaya naseeb hoga, jinmein se ek wo hoga jo kisi aurat ke badkaari ki dawat ko thukra de.
Paanch(5)
Saat(7)
Teen(3)
Q10- Laghwiyaat se dur rehne, Quran se judna zaruri hai