Q1- Muhsin hona, __________________ sifat hai
Zaahiri(external)
Baatini(internal)
Q2- Nafs ___________ qism ka hota hai
Do
Teen
Chaar
Q3- Islam mein jayaz hai....
Nafs kushi
Nafs parasti
Dono bhi nahi
Q4- Yusuf(A.S) khazaane ke wazeer(minister) banna chahte the kyunki...
Mulk ke nizam ko sahi karne
Ohda haasil karne
Q5- Yusuf(A.S) ne khud khazaane ki hifazat ki zimmedari li
Sahi
Ghalat
Q6- Nabiyon per ziyada aazmayishein aati thi
Q7- Nazar ka lagna ______________ hai
Barhaqq
Bekaar baat
Q8- Momim _________________ se ajar kamaate hai
Sabr
Shukr
Sabr aur shukr
Q9- وَ أنَا خَيرُ المُنزِلِين "Aur Main achcha ______________ hoon"- Ayat number 59
Mehmaan nawaz
Dost
Q10- Yusuf(A.S) ne apne bhaiyon se kaha, agli dafa apne bhai ko lekar aao, tab hi ghalla milega