Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-14}, created by Asiya Abdul Raoof on 08/05/2020.

588
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-14}

Question 1 of 10

1

Hasad kya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Dusron ke paas maujood neamat ko dekh ker khud ke liye dua karna

  • b) Dusron ki neamat ko dekh ker khush hona

  • c) Dusron ki neamat ko cheen ne ki koshish karna

Explanation

Question 2 of 10

1

Qinaat pasandi (contentment) kya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Alla swt ke faislon per razi rehna

  • b) Apne aap ko kamtar samajhna

  • c) khoob se khoobtar ki talash karna

Explanation

Question 3 of 10

1

In ayaat se humein kya sabaq milta hai, humein apne ander kya paida karna hai?

Select one or more of the following:

  • a) Muqabla bazi (competition)

  • b) Rashk

  • c) Qinaat pasandi

Explanation

Question 4 of 10

1

Aurat aur mard ajar o sawab ke hisab se....

Select one or more of the following:

  • a) Mard ka hissa zyada hai

  • b) barabar hain

  • c) Aurat ka hissa zyada hai

Explanation

Question 5 of 10

1

Rasool Allah saw ka ansar aur muhajir ko bhai bhai banana

Select one or more of the following:

  • a) Mawaqaat

  • b) Mawaliyat

  • c) Wirasat

Explanation

Question 6 of 10

1

Mawaliyat kya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Mawaqaati rishta

  • b) Door ke rishtedaar

  • c) Wirasat

Explanation

Question 7 of 10

1

Aayat 33 mein wirasat ke haqdaar kis ko kaha gaya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Mawaqaati bhai

  • b) Khoon ke rishte

  • c) Door ke rishte

Explanation

Question 8 of 10

1

Dosti,madad aur khairkhwahi ka ahed kerna..

Select one or more of the following:

  • a) aqadat aimaanukum

  • b) Mawali

  • c) Aqraboon

Explanation

Question 9 of 10

1

Mawaqaati bhai ko haqdaar banaya gaya

Select one or more of the following:

  • a) Wirasat

  • b) Wasiyat

  • c) Kuch na dena

Explanation

Question 10 of 10

1

Sab se behtareen saakht pe kisko paida kiya gaya?

Select one or more of the following:

  • a) Jinn

  • b) Janwar

  • c) Insaan

Explanation