Q-1: Habsha mein Musalman minority mein hone ki wajah se...
Apne Deen se na-waqif thay.
Islami tahzeeb ko bhool gaye.
Islam ki tahzeeb aur ibadat per jame rahe.
Q-2: Khawateen ke liye Islam mein ijazat di gayi...
Kisi bhi gair-mehram se baat nahi kar sakte.
Zarurat ke tahat baat kar sakte hain.
Hasi-mazaak kar sakte hain
Q-3: Namaz,roza,Hajj Islam ki tamaam ibadat kya ahsaas dilati hai aur Habsha mein tamaam musalmano ne Jafar(R.A) ko taqreer ke liye chuna
Musalman us waqt kamyab ho sakte hain jab kisi aik banner tale jama hon
Musalman jama bhi ho wahan sabse pehle kisiko apna Ameer banayega
Dono jawabaat durust hain.
Q-4: Hamza (R.A) ko aik kaneez ne Aap (S.A.W) per ho rahe zulm ki taraf mutawajje kiya jo unke liye Islam qubool karne ka baais huwi
Wo kaneez Abdullah bin Ja'dan ki thi.
Umar(R.A) ki kaneez Lubaina thi.
Umaiyyah bin khalf ki kaneez thi.
Q-5: Umar(R.A) Nubuwwat ke kitne saal baad Musalman hue ?
Nubuwwat ke 7th saal
Nubuwwat ke 6th saal
Nubuwwat ke 8th saal
Q-6: Umar(R.A) ne apni behen ke ghar kaunse Surah ki tilawat suni ?
Surah Maryam
Surah Haaq'qah
Surah Ta'ha
Q-7: "Umar(R.A) ke qubool-e-Islam ki wajah se Islam ko mazeed quwwat mili aur humne Ka'batullah ke saamne namaz padhi"
Abdullah bin masood ne kaha
Hamza(R.A) ne kaha
Khabbab bin Arat(R.A) ne kaha
Q-8: Wo Sahabiyah jinhe do hijraton ka sawaab hai
Asma binte Abu Bakr(R.A)
Asma Ansariya(R.A)
Asma binte Umais(R.A)
Q-9: Aap(S.A.W) ne khaas do logon ke liye dua ki unki kin khususiyaat ki bina per ?
Gehri soojh-boojh
Bahaduri aur baseerat
Mushkilaat mein date rehna
Teeno jawabaat durust hain
Q-10: Fiqh ka matlab kya hai ?
Fatawa kanoon
Gehri soojh-boojh Baseerat
Dono jawabaat durust hain
Q-11: Ghaati mein mehsoor tamaam log...
A) Chamda aur patte khane per majboor ho gaye
B) Giza ki farawani thi
C) kabhi kabhi giza pohonchti thi
D) A aur C sahi hai
Q-12: Shaqqe Qamar (splitting of the moon) ka waqya kab hua ?
Boycott se pehle
Boycott ke baad
Hijrate Madinah ke baad
Q-13: Umar(R.A) ko panaah di
Amr bin al Aas ne
Aas bin waael ne
Abdullah bin Amr al Aas ne
Q-14: Umar(R.A) ne chaha ki unke Islam laane ki khabar Makkah shehar meun phail(spread) jaaye...unhone socha kisko bataya jaaye ?
Jameel bin muammar Jimhi
Abu jahl
Abu Lahab
Q-15: Sahaba ki Seerat padhne se
Malumaat mein izafa hota hai
Questions ke answers achche se diye jaa sakte hain
Ikhlaaq behtar hote hain