Bakheeli...
a) Sifat e mehmooda
b) Sifat e mazmuma
c) Sifat e hameeda
Fuzool kharch..
a) Shaitan ka bhai
b) Bakheel ka bhai
c) Dajjal ka bhai
Bakheeli kya hoti hai?
a) Apne uper kharch karna dusron per kharch na karna.
b) Apne uper kharch na karna dusron per kharch karna.
c) Apne uper kharch na karna aur dusron per bhi kharch na karna.
Bakheel ko aur bukhl ki dawath dene wale ko ayat mein kya kaha gaya hai?
a) Gunahgaar
b) Kafir
c) Bura shakhs
Aayat mein kis ke baare mein ye kaha gaya hai ke wo Allahtala aur yaum e akhirat per yakeen nahin rakhta ?
a) Fuzool kharch
b) Riyakaar
c) Bad diyanat
Logon ko dikhane ke liye kharch karnewale ka kaun saathi hai ?
a) Shaitan
b) Fuzool kharch
c) Bakheel
Allah kya badhata hai ?
a) Bakheel ka maal
b) Neki
c) Riyakaar ka maal
Har ummat mein se kaun gawah hoga ?
a) Us ummat ka nek shakhs
b) Us ummat ka gunahgaar shakhs
c) Us ummat ka paighambar
Hazrat Abdullah bin Masood ra ke Qur'an sunaane per Rasool Allah saw...
a) Muskura diye
b) Aankhon se aansu jari the
c) Soch mein padh gaye
Kya ummat e muslimah bhi qayamat ke din gawahi degi ?
a) Jee haan
b) Jee nahi
c) Sirf Rasool Allah saw gawahi denge