Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-18}, created by Asiya Abdul Raoof on 12/06/2020.

455
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 4 years ago
Close

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-18}

Question 1 of 10

1

Bakheeli...

Select one or more of the following:

  • a) Sifat e mehmooda

  • b) Sifat e mazmuma

  • c) Sifat e hameeda

Explanation

Question 2 of 10

1

Fuzool kharch..

Select one or more of the following:

  • a) Shaitan ka bhai

  • b) Bakheel ka bhai

  • c) Dajjal ka bhai

Explanation

Question 3 of 10

1

Bakheeli kya hoti hai?

Select one or more of the following:

  • a) Apne uper kharch karna dusron per kharch na karna.

  • b) Apne uper kharch na karna dusron per kharch karna.

  • c) Apne uper kharch na karna aur dusron per bhi kharch na karna.

Explanation

Question 4 of 10

1

Bakheel ko aur bukhl ki dawath dene wale ko ayat mein kya kaha gaya hai?

Select one or more of the following:

  • a) Gunahgaar

  • b) Kafir

  • c) Bura shakhs

Explanation

Question 5 of 10

1

Aayat mein kis ke baare mein ye kaha gaya hai ke wo Allahtala aur yaum e akhirat per yakeen nahin rakhta ?

Select one or more of the following:

  • a) Fuzool kharch

  • b) Riyakaar

  • c) Bad diyanat

Explanation

Question 6 of 10

1

Logon ko dikhane ke liye kharch karnewale ka kaun saathi hai ?

Select one or more of the following:

  • a) Shaitan

  • b) Fuzool kharch

  • c) Bakheel

Explanation

Question 7 of 10

1

Allah kya badhata hai ?

Select one or more of the following:

  • a) Bakheel ka maal

  • b) Neki

  • c) Riyakaar ka maal

Explanation

Question 8 of 10

1

Har ummat mein se kaun gawah hoga ?

Select one or more of the following:

  • a) Us ummat ka nek shakhs

  • b) Us ummat ka gunahgaar shakhs

  • c) Us ummat ka paighambar

Explanation

Question 9 of 10

1

Hazrat Abdullah bin Masood ra ke Qur'an sunaane per Rasool Allah saw...

Select one or more of the following:

  • a) Muskura diye

  • b) Aankhon se aansu jari the

  • c) Soch mein padh gaye

Explanation

Question 10 of 10

1

Kya ummat e muslimah bhi qayamat ke din gawahi degi ?

Select one or more of the following:

  • a) Jee haan

  • b) Jee nahi

  • c) Sirf Rasool Allah saw gawahi denge

Explanation