Kin logon ko kaha gaya hai ke wo nashe ki halat mein namaz ke qareeb na jayen.
a) Munafiqeen ko
b) Mushrikeen ko
c) Momineen ko
SUKARA se kya muraad hai ?
a) Har qism ka nasha
b) Tambaku
c) Sharab
Sharab ki hurmat Qur'an mein kis tarah nazil ki gayi?
a) Surah Baqarah mein ek hi aayat nazil ki gayi.
b) Surah Nisa mein ek hi ayat nazil ki gayi.
c) Aahista ahista aayaat nazil huin akhirkaar haram qarar kar diya gaya.
Kis surah mein sharab ko haram qaraar de diya gaya?
a) Baqarah
b) Maaidah
c) Nisa
Janabat se taharat tayammum ke zariye nahi ho sakti
a) True
b) False
Hidayat ke badle gumrahi khareedne se kya murad hai?
a) Ilm hone ke bawajood inkar karna
b) Ilm na hone ki wajah se inkar karna
c) Ilm hasil na karna
Hamein Yahood se kis tarha ka rawaiyya rakhna chahiye?
a) Sakhti wala
b) Kisi qism ka mamla nahi karna chahiye
c) Dili dosti nahi karni chahiye
Isa as ne ulama e yahood se farmaya ke tum zeera to chaante ho magar Oont nigal jate ho. Isse kya murad hai?
a) Halal ko haram qarar dete
b) Choti choti fiqhi behes mein pad jate
c) Dono durust hain
Yahood Rasool Allah saw ki majlis mein kya kehte?
a) Unzurna wa ataana
b) Unzurna wa samaina
c) Unzurna wa asaina
Kitab ko tode marodkar padhne se murad hai ke kitab ko is tarha se padhna ke baat sunne wale ki samajh mein saaf saaf aye.