Q-1: Madinah mein woh kaunse Sahabi the jinhein kaha gaya ki yeh to Qur'an hi ke hokar teh gaye ?
Sa'd bin Mua'dh R.A.
Usaid bin Hudhair R.A.
Ubayy bin Ka'b R.A.
Q-2: Woh kaunsi khatoon thi jinhone sadgi mein hi Aap SAW ka aisa naqsha khencha ki aaj har kitab mein inka naam maujood hai ?
Umm Ma'bad
Ayesha R.A.
Haleema Sadiya
Q-3: Umar R.A. ke saath hijrat karnewale Sahabi jinhein qaid kar liya gaya
Haris bin Hisham R.A.
Saeed bin Zaid R.A.
Ayyash bin Rabiah R.A.
Q-4: Madinah ka purana naam ?
Madyan
Taibah
Yathrib
Q-5: Tanha safare Hijrat per nikal padien...
Zainab R.A.
Umm Salma R.A
Asma binte Umais R.A.
Q-6: Hijrat jisne...
Halaat ka rukh badal diya
Tareekh ka rukh badal diya
Musalmano ko maal-o-maal kar diya
Q-7: Hijrat ke lughwi ma'ni hai
Jis kaam se Allah ne mana kiya hai us se ruk jaana
Chhodna
Aik ilaaqe se doosre ilaaqe mein chale jaana
Tamam jawabaat durust hain
Q-8:Woh kaun Sahabi the jinke ghar per Makkah mein Abu Sufyan ne kabza kar liya tha ?
Abdullah bin Jahash R.A.
Umar R.A.
Suhaib R.A.
Q-9: Woh kaunse Sahabi hain jinhein Madinah se bahar nahi jaana pada aur Shahadat naseeb huwi ?
Abu Ubaidah R.A.
Ali R.A.
Q-10: Allah ke Rasool SAW ne Madinah kise safeer banakar bheja ?
Musab bin Umair R.A.
Sa'ad bin Waqqas R.A.
Q-11: Aap SAW ne jis guide ko hire kiya tha uska naam
Abdullah
Abdullah bin Abi
Abdullah bin uraiqit
Q-12:Kya Musalmano ne itna sadah hona chahiye ki dushman inhein nuqsan pahunchade ?
Uske andar ma'mlat ko samajhne ki firasat honi chahiye
Musalman ko waise hi sadah loh hona chahiye
Musalmanno ko chalaki zeb nahi deti
Q-13: Madinah mein _____________ dakhil nahi ho Sakta
Dajjal
Nifaq
Kadhab
All of the above
Q-14: Ghaar mein Makkah ki khabrein kaun lekar aata?
Aamir bin fuhaira
ALI R.A.
Abdullah bin Abi Bakr R.A
Q-15: Hijrat ke safar ke dauran Aap SAW ki mulaqaat huwi
Zubair bin Awwam R.A. se
Buraidah Aslami aur charvahe Masood se
Dono jawabaat durust hain
Q-16: Aap SAW ne dua ki ke Yahan(Madinah) ka bukhar ya beemari wahan chali jaaye
Juhfah
Juhaina
Khaibar