Q-1: Ghazwae Banu Qainqa Jung e Badr ke baad pesh aaya
Right
Wrong
None of the above
Q-2: Banu Qainqa peshe ke lehaz se jouhari(goldsmith) thay
Q-3: Banu Qainqa ke saath kya mamla kiya gaya ?
Qatl kar diya gaya
Jung ki gayi
Jila watan kar diya gaya
Q-4: kaab bin Ashraf kaun tha ?
Munafiqon ka sardar
Yahudiyon ka sardar
Q-5: Umar(R.A.) ne nasihat ki apni beti ko
A) Umm Salma(R.A.) se competition mein na rehna
B) Ayesha(R.A.) se competition mein na rehna
C) Na Umar Abu Bakr se aage badh sakta hai
D) B aur C durust hai
Q-6: Fatima (R.A.) ka Nikah Ali(R.A) se kab hua ?
2 hijri mein
3 hijri mein
4 hijri mein
Q-7: Agar Aap kisi ke ghar rishta diye aur wo inkaar karde to Aap....
Unse dushmani kar lenge
Wo ladki ki burayiyaan karenge taki uska rishta kaheen na ho
Sabr karenge
Q-8: Nikaah mein
A) Jehaz dena zaruri hai
B) Fatimi jehaz diya ja sakta hai
B) A aur B wrong hai
Q-9: Allah ke Rasool(SAW) ne rukhsati ke waqt apni beti ko nasihat ki
Tumhe kisi ki khidmat karne ki zarurat nahi
Islam mein sasuralwalon ki khidmat zaroori nahi
Fatima ghar ka kaam sambhalengi aur Ali bahar ki zimmedari uthayenge
Q-10: Fatima(R.A.) ke Nikah ki tafseel kin do Sahabiyah se marwi hai ?
Umm Salma (R.A.) aur Umm Habiba (R.A)
Ayesha(R.A.) aur Asma (R.A.)
Zainab (R.A) aur Maimoona (R.A)
Q-11: Jung-e-Uhud ke baare mein Makkah se khabar kisne bhijwayi ?
Abdullah bin Abbas(R.A)
Abbas(R.A)
Umair bin Wahab(R.A)
Q-12: 50 Sahaba ko unchayi per Rasool (SAW) ne khada kiya tha uske commander
Abdullah bin Zubair (R.A)
Abdullah bin Jubair (R.A.)
Abdullah bin Umar (R.A)
Q-13: Abdullah bin Ubai apne saathiyon ko lekar alag ho gaya
400
200
300
Q-14: Wo wahid Sahabi jinko Allah ke Rasool(SAW) ne kaha "Mere maa-baap tumper qurbaan"
Talha bin Ubaidullah (R.A)
Abu Talha(R.A)
Saad bin abi Waqqas (R.A)
Q-15: Agar kisiko chalta phirta shaheed dekhna ho to wo _____________ ko dekh le
Abu Dujanna (R.A)
Abu Ubaidah bin Jarrah (R.A)
Q-16: "Kaun hai jo is talwar ka haqq ada kare?" Allah ke Rasool(SAW) ne apni talwar kisko di thi ?
Abu Bakr (R.A)
Abu Dujanna(R.A.)
Q-17: "Jung e Uhud mein main jidhar dekhta udhar mujhe wohi dikhayi deti"
Safiyyah binte Mutallib (R.A)
Khansa(R.A.)
Umme Ammara(R.A)
Q-18: Hawariye Rasool (SAW)
Hamza (R.A)
Zubair bin Awwam(R.A)
Hanzala( R.A)
Q-19: Ghaseel ul Malaika(The one who was bathed by Angels)
Hanzala(R.A)
Q-20: Sayyadus Shuhada
Zubair(R.A.)
Talha bin Ubaidullah( R.A)