Afia Ilahi
Quiz by , created more than 1 year ago

first chapter test

11
0
0
Afia Ilahi
Created by Afia Ilahi almost 4 years ago
Close

First chapter

Question 1 of 20

1

Seerah Nabi SAW parhnay min mera maqsad?

Select one or more of the following:

  • Paper min achy marks

  • Seerah sa ilm min izafa ho

  • Seerah sa meri apni zindagi aor mamlaat behtar ho sakin

Explanation

Question 2 of 20

1

Seerah ka kia mutlab kia hy?

Select one of the following:

  • kisi bhi shaks ki zindagi ka achy buray halaat

  • asay shakhs ki zindagi ka halaat jis ka kirdar per kisi ko koi aitraz na ho

Explanation

Question 3 of 20

1

Drust tareef per nishan lagayin

Select one or more of the following:

  • Hadeeth sa murad Nabi SAW ka jawani sa akhri waqat tak ka aqwal, afaal aor iqrar hy

  • Seerah sa murad Nabi Saw ki pori zindagi ka hallat e zindagi hy

  • Hadeeth nubuwat ka baad ka aqwal , afaal aor iqrar hy

  • Seerah sa murad nubuwat ka baad ka halaat hin

Explanation

Question 4 of 20

1

Select from the dropdown list to complete the text.

Tibraani ki Hadeeth ka mutabiq Janaat ka bagh sa murad ( Ilm ki majalis, sar sabz bagh, nahroon waly bagh hin ) hin

Explanation

Question 5 of 20

1

Abu Mussa Ashri R.A ka mutabiq asa momin jo Quran parhta hy aor achy ikhlaq wala hy uski misal

Select one of the following:

  • khajoor ki si hy

  • lemon ki si hy

  • yasmeen ka phool ki si

Explanation

Question 6 of 20

1

Sunnat sa murad

Select one or more of the following:

  • hallat e zindagi

  • Nabi saw ka aqwal, affal aor iqrar

  • hadeeth ka ilm sa jo ammal samnay aty hin

Explanation

Question 7 of 20

1

Select from the dropdown lists to complete the text.

Nabi ( pehli shariat, nayi shariat ) ko nafiz karty hin jabkay Rasool ( nayi shariat, pehli shariat ) nafiz karty hin

Explanation

Question 8 of 20

1

Seerat e nabi per likhi janay wali kutab ki tadad

Select one or more of the following:

  • 10 lakh

  • 5 lakh

Explanation

Question 9 of 20

1

Hazrat Muhammad saw ka nasab nama min koi bhi bagair Nikkah ka nhi tha

Select one of the following:

  • True
  • False

Explanation

Question 10 of 20

1

Nasab nama mubarak

Select one or more of the following:

  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin qusai

  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin kalab bin qusai bin munaf

  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin kalaab bin qusai

Explanation

Question 11 of 20

1

Hazrat Muhammad SAW ka nasab nama Hazrat

Select one or more of the following:

  • Hazrat Ishaq A.s

  • Hazrat Ismail A.s

  • Hazrat Musa A.s

Explanation

Question 12 of 20

1

Quraish darasal Fahar bin malik ya khuzaima bin mudrakah ka laqab tha

Select one of the following:

  • True
  • False

Explanation

Question 13 of 20

1

Select from the dropdown list to complete the text.

( Abdul Mutlab, Muhammad saw, Ismail A.s, Abdullah ) na zam zam ko kunwa dobara khodnay ka sharaf hasil hoa

Explanation

Question 14 of 20

1

Fill the blank spaces to complete the text.

Hazrat Muhammad saw ko doo ki olad kaha jata hy aik aor dosray

Explanation

Question 15 of 20

1

Select from the dropdown lists to complete the text.

Nabi saw ka walid Abdullah ka intiqal ( madina, makkah, abwa ) min hoa aor walida Amina bibi ka intiqal ( abwa, makkah, madina ) ka muqam per hoa

Explanation

Question 16 of 20

1

Fill the blank space to complete the text.

Mulk sham ka safar min Nabi saw ki mulaqat sa hoi

Explanation

Question 17 of 20

1

Fill the blank space to complete the text.

Jang e Fujar isliya para ka iss min ki hurmat pamal ki gayi thi

Explanation

Question 18 of 20

1

Select from the dropdown list to complete the text.

Hazrat Khadija r.a ka gulam ( Maisrah, warqa, asad ) na Nabi saw ka aala ikhlaq aor buland shmail ki gawahi di

Explanation

Question 19 of 20

1

Hazrat Khadija r.a sa Nabi saw ki olad ki tarteeb

Select one or more of the following:

  • Qasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim

  • Qasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah

  • Ibrahim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Qasim

  • Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim

Explanation

Question 20 of 20

1

Nubawat sa pehly Nabi saw min

Select one or more of the following:

  • koi burayi nhi thi

  • Amant, Mardangi, Shujaat, Adal, Hikmat , haya aor mahman nawazi

  • tajarat ka ilm nhi tha

Explanation