Q-1: Abdullah bin Abbas kis Surah ko Surah Nazeer kehte the ?
Surah Abasa
Surah Hashr
Surah Kausar
Q-2: Zainab binte Khuzaima(R.A) ka laqab
Dhat an Nataqain
Ummul Masakeen
Q-3: Umme Salamah ne kitni Ahadeeth bayan kiye ?
200
300 se zyada
110
Q-4: Kin Sahabi ne apne qatl se pehle 2 rakat namaz padhi ?
Abdullah bin Tariq(R.A)
Zaid bin Addithinnah(R.A)
Khubaib(R.A)
Q-5: Bair-e-Maoonah ka waqiah kab pesh aaya ?
2 hijri
3 hijri
4 hijri
Q-6: Zainab binte Khuzaima(R.A) ke pehle shohar ka naam
Abdullah bin Abbas
Abdullah bin Jahash
Abdullah bin Umar
Q-7: Umm Salamah(R.A) ka asal naam
Hind bin Umaiyya(R.A)
Asma(R.A)
Q-8: Banu Nazeer ek _________ qaum thi
Isaaee(Christian)
Yahudi(Jewish)
Majusi(Majians)
Q-9: Woh kaunse Qabile the jinhone dhoka dekar Sahabae Karaam ko shaheed kiya ?
Adal aur Qaraa
Banu Khuza
Banu Qananah
Q-10: Ghazwae Banu Nazeer mein darakht kiske hukum se kaate gaye ?
Rasool Allah(SAW)
Sahaba
Allah(SWT)