Yahood aur Nasara ko kis cheez ki pairwi se roka gaya hai ?
Unke ilm ki
Unke amal ki
Unke khuwahishat e nafs ki
Tilawate haqq se kya murad hai ?
Itteba karna
Ilm hasil karna
Imaan lana
Theeno sahi hai
Wo dastoor jo Allah ne anbiya ki zaban per bandon ke liye muqarar farmaya. Ye kis lafz ka manay hai ?
( milatahum) ملتهم
(usoolahum) اصولهم
(umorahum) امورهم
Kis nabi ki awlaad mein se har daur mein anbiya ate rahe ?
Idress (as)
Ibrahim (as)
Musa (as)
Manasik se kya murad hai ?ayah 128)
Hamare Ibaadat ke tareeqe
Rehn sehen ke tareeqe
Rasm o riwaj
Nabi (saws) ne farmaya :- "mein apne baap _____________________ ki dua hoon"
Ishaq (as)
Abdullah
Ibrahim (as) aur Yaqoob (as) ne apni awlaad ko kis haal mein marne ki waseehat ki ?
Musalman
Yahoodi
Ibraheemi
اِنَّاۤ اَرۡسَلۡنٰكَ بِالۡحَـقِّ بَشِيۡرًا وَّنَذِيۡرًا Ye kiske liye kaha gaya?
Muhammad s.a.w
Quran
كُنۡ فَيَكُوۡنُ....ka lafzi mayna ho Ja tho woh ho jaata hai.
Sahi
Galat
Allah ke قَانِتُوۡنَ koun hai?
Jo kuch zameen o amaaan me hai woh Farmabaddar hai
Jinn aur insaaan