Q-1: Ghazwa-e-Khandaq kaunsi Hijri mein pesh aaya ?
4 Hijri
6 Hijri
5 Hijri
Q-2: Khandaq khodne ka mashwara kis Sahabi ne diya ?
Sohaib Roomi (R.A)
Tufail bin Amr Dausi (R.A)
Salman Farsi (R.A)
Q-3: Is Ghazwe ka dusra naam kya tha ?
Tabuk
Jaish al Usrah
Ahzaab
Q-4: Kuffar e Makkah ke lashkar ki tadad kya thi ?
1000
3000
10,000
Q-5: Ghazwa e Dhat ar Riqaa ka naam kyu pada ?
Is lashkar mein saaz o samaan ki kami thi
Us ilaaqe ka naam Riqaa tha
Sawari ki kami ki wajah se pair zakhmi ho gaye the
All of the above
Q-6: Wo Ummul Mu'mineen jinki wajah se mutabannah ki rasam ka khatma hua ?
Zainab binte Khuzaima (R.A)
Zainab binte Jahash (R.A)
Juwairiyah binte Harith (R.A)
Q-7: Wo wahid(only) Sahabi jinka naam Qur'an mein aaya ?
Zaid bin Sabit (R.A)
Zaid bin Harisah (R.A)
Zaid bin Sayyid (R.A)
Q-8: Sahaba-e-Karaam ke aapas ke ta'aluqaat kaise the ?
Choti-choti baaton per ikhtilaaf karte
Ikhtilaaf hota lekin khair khwahi ke saath
Unke darmiyan kabhi ikhtilaaf hua hi nahi
Q-9: 'lana' mein 'noon' se murad kaunse Sahabi the ?
Abu Bakr siddique (R.A)
Umar (R.A)
Ali (R.A)
Q-10:Banu Quraiza ke baare mein kisne faisla kiya jo Allah ka faisla tha ?
Saad bin Muaadh (R.A)
Saad bin Rabie (R.A)
Saad bin Ubadah (R.A)
Q-11: Koi hai jo Ahzaab ki khabar laaye use Qayamat ke din mera saath naseeb hoga
Ali bin Abi Talib (R.A)
Hudhaifah bin Yamaan (R.A)
Q-12: Ghazwa e Khandaq mein jis Sahabi ne Allah ke Rasool (SAW) ki daawat ki
Jabir bin Abdullah (R.A)
Abdullah bin Rawaha (R.A)
Abu Zar Ghifari ( R.A)
Q-13: Sulah Hudaibiyah mein kitne Sahabah Aapke saath the ?
1400
1700
1100
Q-14: Umme Habibah ka asli naam ?
Ramlah
Hind
Barrah
Q-15: Umme Habibah ka Nikah kisne padhaya ?
Jafar bin Abi Talib
Sayyid bin Abdullah
Shahe Habshah
Q-16: Sulah Hudaibiyah mein Ahraam utaarne aur baal mundwane ka mashwara kisne diya ?
Aisha (R.A)
Umm Salma (R.A)
Zainab (R.A)
Q-17: Faateh Khaiber
Salman (R.A)