Q-1: Ghazwa e Muattah _____ Hijri mein pesh aayi
7
8
9
Q-2: Jafar bin Abi Talib ka laqab
Allah ki talwar
Allah ka sher
Tayyar
Q-3: Khalid bin Waleed ne islam kab qubool kiya ?
6 Hijri
8 Hijri
2 Hijri
Q-4: Amr bin al Aas ki khususiyat
Bohot zaheen thay
Fahemo firasatwale
Faateh Misr( conqueror of Egypt)
All of the above
Q-5: Saifullah
Hamza (R.A)
Khalid bin Waleed (R.A)
Amr bin al Aas (R.A)
Q-6: Ghazwa e Khaiber ke mauqe per Aap(SAW) ne farmaya...
Gharelu gaai ka gosht mana hai
Gharelu ghoda mana hai
Gharelu ghadon ka gosht bhi mana hai
Q-7: Wo Sahabi jinhone kisi burayi ke bagair lashkar ki khabar Makkah pahunchana chahi
Usama bin Zaid (R.A)
Suhaib Roomi (R.A)
Hatib bin Abi Baltah (R.A)
Q-8: Fateh Makkah mein musalmano ki tadad
5000
10,000
4000
Q-9: _______ bhi aayi thi Islam qubool karne parda kiye hue aayi taki pehchani na jaa sake kehne lagi Abu Sufyan bohot kanjoos aadmi hai
Hala
Hind
Khawlah
Q-10: Aap(S.A.W) Makke hi se Hunain ke liy rawana ho gaye kyunki kuch qabilon ne faujein rawana karli thi
Banu Thaqeef aur Hawazan
Banu Hanifah aur Kanana
Banu Fazara aur Banu Thaqeef
Q-11: Hunain mein musalmano ke lashkar ki tadad
15,000
12, 000
Q-12: Kaabatullah per chadhkar Azaan di
Abbas (R.A)
Ali (R.A)
Bilal (R.A)
Q-13: Jo _________ ke ghar mein chala gaya use amaan hai
Abu Sufyan (R.A)
Usman bin Talha (R.A)
Q-14: Ye chabhiyan tumse wohi chheenega jo zaalim hoga Kabah ki chabhi tumhare khandan mein hi rahegi
Uthman bin Affan (R.A)
Uthman bin Talha (R.A)
Uthman bin Madhun (R.A)
Q-15: Kaabatullah mein us waqt _____ buth(idols) thay
360
340
350