Kia kisi insaan ko arbaab keh saktay hain?
Ji
Nahi
Khali 'arbaab' nahi keh saktay
Koi khaas harj nahi
Jis ne mairi gheebat ki wo maira dost nahi, jis ne wo gheebat mujhay pohnchai wo maira....
Khairkhuwah hay
Bud khuwah hay
Kuch bhi nahi hay
Har kaam jo sawab ki niyat se kia jai, jaiz hay?
Yes
No
Neechay diye gai may se Afzal amal muntakhib karain.
1.a. Valid books parhna
1.b. Facebook par islami posts parhna aur fwd karna
2.a. Quran seekhna
2.b. Quran ki tilawat karna
3.a. Nafal parhna
3.b. Kisi ki madad karna
4.a. Married aurat: Walidain ki baat manna
4.b. Married aurat: Shauhar ki baat manna
Kisi maamlay may yaqeen na ho tu kia karain?
Jis taraf dil ziada maail ho wo ikhtiar kar lain
Us amal ko chor kar wazih hukum ikhtiar kar lain
Us par yaqeen karnay ki koshish karain
Khalis Allah k lye ibadat se muraad...
Nimaz, roza sirf Allah k lye karna
Har kaam may Niyat o amal Allah k lye karna
Kisi insaan ko apnay tamam razo se waqif samajhna...
Shirk fi tasaruf hay
Shirk fil ibadat hay
Shirk fil ilm hay
Mairi taraf anay wala shar kub khair may badal sakta hay?
Jub wo khair may badal jai tu
Jub may shar ko khair samjho tu
Ikhtiari shar ki nishandahi karain...
Jado
Neend ki kami
Hadissay
Dil ki besukooni
Rishtadaro ki khafgi
May ne Sura e ikhlaas, Falaq, anNaas ki tamam audios sun li hain.
yes