Q-1: Wahi ke lughvi maani hai...
Khufiya ishara
Teiz ishara
Dono jawabaat durust hain
Q-2: Jo ghair Muslim research karke Musalmano ki tareekh ya Hadees ke baare mein likhe use...
Mushrikeen kehte hain
Mustash-riqeen kehte hain
Zandeeq kehte hain
Q-3: Wahi kitni qism ki hoti hai ?
Wahi 1 qism ki hoti hain
Wahi 2 qism ki hoti hai
Q-4: Wahi ka ilm seekhne ke liye Muhaddiseen jo safar karte use...
Qaafela kaha jaata hai
Rehla kaha jaata hai
Haafla kaha jaata hai
Q-5: Muhaddiseen ka kisi se Hadees lene ka kya mayaar(standard) tha ?
Bohot bariki se jayeza lete
Uska uthna-baithna,khana-peena note kiya jaata
Sunnat per al kitna hai, Rizq halal hai ya nahi dekha jaata
Tamam jawabaat durust hain
Q-6: Hadees ki kitni qismein hain ?
Qauli,Fe'li, Amali
Qauli, Fe'li, Taqreeri
Qauli, Amali, Fe'li
Q-7: Wo chain jismein Imam Malik, Hazrat Nafea' se aur Nafea Abdullah bin Umar se aur Abdullah bin , Aap (SAW) se tiwayat karein,kya kehlati hai ?
Silsilatul Fidda(Silver chain)
Silsilatul zahab(golden chain)
Silsilatul Sadeqa
Q-8: Hadees ke lughvi ma'ani(linguistic meaning) kya hai ?
Jadeed ya nayi cheez
Khabar, Baat
Qadeem ke muqable mein jadeed
Tamaam jawabaat durust hain
Q-9: Qur'an per amal karne ka tariqa _______ se maaloom hota hai
Waqe'aat se
Hadees se
Waliyon aur Imamon se
Q-10: Teen mawaqe aise hain, jinse har Insaan ka mazhab zahir hota hai
Uthna-baithna, khana-peena, sona-jaagna
Shadi, paidaish, maut
Nigah, Shadi, wiladat
Q-11: Aap(SAW) ki Ahadees mehfooz karne ke liye ___ lakh logon ki haalat e zindagi mehfooz kiye gaye
7
3
5
Q-12: Arab ki qaum _______ ke aitbaar se sabse aage thi
Taaleem
Tehzeeb o Tamaddun
Hafize ke
Q-13: Imam al Muhaddiseen
Abdullah bin Mubarak
Imam Nafe'
Khalid bin Waleed (R.A)
Q-14: Sahifa e Sadeqa mein takreeban ______ Hadeesein thi
200
300
1000
Q-15: Sahifa e Sadeqa kis Sahabi ne likha ?
Abdullah bin Umar (R.A)
Abdullah bin Abbas (R.A)
Abdullah bin Amr bin al Aas (R.A)
Q-16: Aap(SAW) ne farmaya" Suno! Gharelu gadha( donkey) bhi tumhare liye halal nahi"
Ye Hadees hukum ka darja rakhti hai
Ye Hadees Nafil ka darja rakhti hai
Dil chahe to istamaal kar sakte hain
Q-17: Hukumati sateh per(Government level) per kab aur kisne Hadees ko jama karwaya ?
Umar(R.A) ne 25 hijri mein
Abu Baqr Siddique(R.A) ne 1 hijri mein
Umar bin Abdulaziz ne 98 ya 99 hijri mein
Q-18: Sufism kya hai ?
Rehbaniyat ki ek shaakh hai
Bid'at
Qabar parasti, Qawwaliyan, Urs mele thele
Q-19: Atiullah wa Atiur Rasool, Qur'an mein kitni martaba aaya ?
Taqriban 30 times
Taqriban 40 times
Taqriban 20 times
Q-20: Ilm wo nahi jo Kitabin mein darj hai balki ilm wa hai jo _______ mein mehfooz hai
Dimaagh mein
Dil mein
Seenon mein
Q-21: Ilm ki aafat uska _________ hai
Yaad rakhna
Bhool jaana
Padhna
Q-22: Aap(SAW) ki raatein bhi din ki tarah roushan hain, kyu ?
Kyunki, Aap(SAW) ke uswe per amal karne ki takeed ki gayi
Aap(SAW) ko hamare liye namuna banaya gaya
Aapki itteba humper farz hai
Q-23: Ayesha (R.A) ko kitni Ahadees yaad thi ?
210
2210
4000
Q-24: Sabse zyada tankeed ka nishana ________ Sahabi ko banaya gaya kyunki zyada Ahadees yaad thi
Abdullah bin Umar(R.A)
Abu Bakr siddique(R.A)
Abu Huraira (R.A)
Q-25: Tadween e Hadees ke lessons padhne ke baad aapki zimmedari kya hai ?
Sunkar yaad rakhna
Moashre mein sahih Ahadees ko riwaj dena