Quran ki tartibi tauqifi kis tarah hui ?
Sahaba ikram ki bahm razamandi say
Nabi (s.a.w.s) nay ki
Allah (s.w.t) ki batai hui hai
"الحمد اللة" mein humeshgi ka ma'na hai. Yeh grammar kay aytebar say :-
Ism
Fa'il
Dono hosaktay hai
Hadith kay mutabiq "Az - Zahrawain (2 chamaknay wali ) suratain kounsi hai ?
Surah Al-Fatiha and Surah Al-Baqarah
Surah Al-Baqarah and Surah Al-E-Imran
Surah Al-Fatiha and Surah Al-E-Imran
Ilm ki bunyad par fazilat mili :-
Insaan ko jinnat par
Insaan ko farishton par
Farishton ko insaan par
Shaitan nay ibaddat aur aytaat mein :-
Ibaddat ki
Aytaat ki
Dono nahi ki
Surah Al-Baqarah mein kis tarah maddad mangnay ka hokum hai ?
Girya guzari karna
Sabar aur namaz
Subah shaam kay azkaar
Yahud par zillat aur maskant kyun tari hui ?
Dunya ki masrufiyaat mein hadd say badh gaye
Budd parasti
Ladhai jhagdha
Yahud kay zawal pazeer honay ki bunyadi wajah kya hai ?
Mann maani karna
Deeni ahkamat na manna
Hirs wa hawas
Yahud kis cheez kay haris thay ?
Maal wa daulat
Shuhrat
Lambi zindagi
Sulaiman (a.s) par kis cheez ka alzaam lagaya gaya ?
Kufr
Jadu
Qatal
Nabi (s.a.w.s) kis nabi ki dua hai ?
Adam (a.s)
Ibrahim (a.s)
Yaqub (a.s)
Ayaat 132 kay mutabiq Ibrahim (a.s) ki tarah , kis nabi nay apnay bachon ko Allah (s.w.t) ki bandagi ki wasiyat ki ?
Ismael (a.s)
Ishaq (a.s)