Q1. Shukr ka opposite :-
Sabar
Kufr
Gunaah
Q2. Hadith Qudsi kay mutabiq "sabar ka badla sirf aur sirf _____________ hai" :-
Meetha phal
Jannat
Khushi
Q3. Dunya ki asaishon (niyamatoon) say faida uthana :-
Jaiz hai
Na jaiz
Pasandida nahi / achi baat nahi
Q4. Hum par rozay farz kiye gaye. Pichli ummaton par roza rakna ____________ tha ?
Farz
Sunnat
Nafl
Q5. Allah (s.w.t) tak puhachnay kay liye ?
Waseela zaruri hai
Kisi waseelay ki zarurat nahi
Auliya Allah ki zarurat padhti hai
Q6. Hadith mein aadha ilm kisay kaha gaya ?
Gaur say sunay ko
Gaur fikar karnay ko
Achay sawal karnay ko
Q7. Fitnah kis cheez say zyada sakht hai ?
Jang say
Qatal say
Dono say
Q8. Ayaat 219 mein 'sharab' aur 'juway' ka______________ hokum hai ?
Ibtedai (initial)
Hatmi (final)
Sakht (strict)
Q9. Kya kuch karch kiya jaye ?
Apni zarurat ruk kar
Allah ka diya sub kuch
Zarurat say zayd
Q10. Ayaat 166 mein koun log bezar hongay ?
Leaders apnay followers say
Followers apnay leaders say
Dono ek dusray say
Q11. Taloot mein kya khobi thi ?
Jismani quwat
Zehni salahiyat
Dono khobi thi
Q12. Jaloot ko kisnay qatal kiya ?
Taloot
Dawood (a.s)
Musa (a.s)