Q1. Jinnat ke Quran sunne ka waqia kahan pesh aya ?
Wadie Nakhla
Jable Noor
Wadie Tuwa
Q2. Bani Israel ka aik shakhs jo imaan le aya, bahut se mufasireen ke mutabiq ye koun hai ?
Abdullah bin Salaam (r.a)
Kaab bin Malik (r.a)
Saad bin Waqqas (r.a)
Q3. Ahqaaf walon ki taraf kis nabi ko bheja gya ?
Hood (a.s)
Yunus (a.s)
Shoaib (a.s)
Q4. Hadith ke mutabiq is shakhs ko kya kaha gaya jo naikiyan layga magar phir bhi khali haat hoga ?
Muflis
Badkaar
Badnaseeb
Q5. Surah Muhammad mein munafiq ki kya nishani batai gai hai ?
Jhoot bolta hai
Wa'ada pura nahi karta
Baat tawajju se nahi sunta
Q6. Aysha (r.a) ne kitne ghulam azaad kiye ?
49
59
69
Q7. Sulah Hudaibiya ke baad bagair umrah kiye ihram se nikalne ke masle par Nabi (s.a.w.s) ne kis ummul momineen ke mashware par amal kiya ?
Aysha (r.a)
Umme Salmah (r.a)
Hafsa (r.a)
Q8. Bait-e-Rizwan mein shareek sahaba kraam (r.a) ko Jannat ki basharat di gai. Inki tadaad kitni thi ?
1300
1200
1400
Q9. Wo koun sahabi the jinki awaaz unchi aur roob dar thi jiski wajah se unhe Musalma kazzab se baat cheet karne ke liye muqarar kiye gae the ?
Umar (r.a)
Sabit bin Qais (r.a)
Ammar bin Yassir (r.a)
Q10. Kis surah mein bahut se akhlaqi usool diye gae hai ?
Al Hujuraat
Qaaf
Muhammad
Q11. Hamara aik aik lamha record kiya jar aha hai. Ye mazmun kis surah mein bayan kiya gaya hai ?
Az Zariyaat
Q12. Kis baat ki misaal murda bhai ka ghosht khane se di gai hai ?
Buhtaan
Ghibat
Taney dena