Q1. Jannat mein ek buland darje ka naam hai :-
Maqame Mehmood
Waseela
Haawiya
Q2. Azaan aur iqaamat ke beech ka waqfa:-
Bahut kam hona chahiye
Zyada hona chahiye
Itna hoke khana khane wala khane se fariq hojae
Q3. Sutre aur namazi ke darmiyan se guzarne wale ko daurane namaz, namazi hath se ruk de.
Sahih
Galat
Is tarah namaz mein harj ata hai
Q4. Kisi musibat ke waqt azaan dena :-
Sunnat se sabit hai
Sunnat se sabit nahi
Dene mein koi harj nahi
Q5. Nabi (s.a.w.s) ne "Maqame Mehmood" ke bare mein farmaya ke ye kis ko ata kiya jaega ?
Nabi (s.a.w.s)
Hazrat Ibrahim (a.s)
Hazrat Musa (a.s)
Q6. Abdullah bin Umme Makhtoom (r.a) nabina hone ke bawajud azaan dete the.
Nabi (s.a.w.s) ne unhe azaan dene se mana farmaya tha
Q7. Diwaar samne ho toh :-
Sutre ki zarurat nahi
Sutre ki zarurat hai
Sutra rakhna behtar hai
Q8. Azaan ke baad chand masnoon du'aein padhi jati hai.
Sahih hai
Galat hai
Biddat hai
Q9. Safr ke dauran namaz bajamat padhne ke liye azaan dena kaisa hai ?
Choot di gai hai
Azaan di jaegi
Azaan aur iqaamat dono deni hogi
Q10. Sutre ka maqsad kya hai ?
Namaz ka aadab kiya jae
Namaz mein khushu ekhtiyaar ki jae
Dono jawabat durust hai
Q11. Safr mein sutre ke ehtemam ki koi zarurat nahi.
Agar kisi ke guzarne ka khadsha ho, toh zaruri hai
Q12. Azaan aur iqaamat tehr-tehr kar kehna chahiye.
Azaan jaldi jaldi kehna chahiye
Iqaamat jaldi jaldi kehna chahiye
Q13. Sehri aur tahajjud ke liye azaan dena.
Sunnat hai
Makrooh hai
Q14. Kamaz kam kitna ilm zaruri hai ?
U'lama ke ilm ka chothai (1/4)
Jo aram se hasil hojae
Bunyadi ahkamaat ka janna
Q15. Imaam aur muqtadio, sub ko sutra rakhna chahiye.
Imaam ka rakh lena kafi hai
Q16. Koun apna tikhana Jahannam mein bana le.
Nisyaan ke ba'as kuch hissa hadith ka sahih na sunne wala
Jaan buch kar Nabi (s.a.w.s) ke taraf jhoot ghadne wala
Q17. Sutra aur namazi ke darmiyan kitni jagah honi chahiye ?
Ek bakri ke guzarne ki jagah ho
Dedh do (1/2-2) foot ka faasla ho
Q18. Du'a rad (reject) nahi ki jati.
Azaan aur iqaamat ke darmiyan
Azaan ke dauran
Iqaamat ke dauran
Q19. Nabi (s.a.w.s) ne Sahaba Ikhraam ko kis waqt saff banane ka hukm diya ?
Jab Nabi (s.a.w.s) ajae
Nabi (s.a.w.s) ke ane se pehle
Jis tarah bhi sahulat ho
Q20. Namazi ke samne se guzarne wala chalees (din/mahine/saal ) intezaar kare. Agar usko pata chal jae ke :-
Ye kitna bura amal hai
Sakht gunah ka ba'as hai