Q1. Nabi (s.a.w.s) ne mana farmaya.
Kamar par haath rakhne se
Ungliya chathane se
Dono jawabaat dusrust hai
Q2. Falah pane wale momin koun hai ?
Jo namaz mein khushu karte hai
Apni namazo ki hifazat karte hai
Dono jawabaat durust hai
Q3. Namaz mein khushu ka izhar kis tarah hota hai ?
Banda chak aur choband (alert) rahe
Ghair zaruri harkat se bache
Q4. Namaz mein dua mangte huwe asmaan ki taraf nighae uthane mein koi harj nahi.
Jee haan
Jee nahi
Jaiz hai
Q5. Daurane namaz jamai lene se :-
Shaitan muh mein dakhil hota hai
Parhaiz kare jahan tak mumkin ho
Q6. Har farz namaz ke baad _______________ padhne wale ko maut ke siwa koi cheez Jannat mein jane se nahi rok sakti.
Kalme Shahadat
Kalme Tawheed
Aytal Kursi
Q7. Namaz ke baad ke azkaar-e-masnoon na padhne wale :-
Ki namaz qubool nahi ki jati
Bahut se ajr se mehrum hojate hai
Q8. Mu'awazatain kya hai ?
Surah Al-Falaq & Surah Al-Ikhlaas
Surah Al-Naas & Surah Al-Ikhlaas
Surah Al-Falaq & Surah Al-Naas
Q9. 12 rakat ___________________ ki papandi karne wale ke liye Jannat mein ghar banaya jata hai.
Sunnate muakidah
Sunnate ghair muakidah
Nawafil
Q10. Ye 2 sunnate dunya jahan ki har cheez se zyada qeemti hai.
Maghrib se pehle
Zuhr se pehle
Fajr se pehle
Q11. Asmaan ke darwaze khool diye jate hai.
Zuhr se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye
Asr se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye
Isha se pehle 4 sunnat ada karne wale ke liye
Q12. Umme Habibah (r.a) kiski beti thi ?
Abu Sufyaan
Abu Lahab
Abu Jahal
Q13. Asr se pehle 4 rakat padhna :-
Allah rehm fermata hai
Sunnat se sabit nahi
Q14. Sunnat aur nawafil ka ajr aur sawab batakar :-
Unko farz qarar diya jata hai
Unko chodna gunah qarar diya jata hai
Unki taraf raghbat dilai jati hai
Q15. Ishare ya bait kar namaz padhne mein :-
Ruku ki nisbat sajde mein zyada jhukna chahiye
Takiye par sajda kar sakte hai
Q16. Ghuzishtah tamaam saghira gunaho ki maghfirat ka bais banti hai.
Namaz-e-Chasht
Namaz-e-Taraweeh
Namaz-e-Ishraaq
Q17. Allah kasrat se zikr karne walon mein shumar farmate hai.
Tahajjud padhne wali aurat
Tahajjud padhne wala mard
Tahajjud padhne wale miya biwi
Q18. Ek naiki likh di jati hai, Ek gunah mita diya jata hai.
Ek rakat ke badle
Ek sajde ke badle
Do rakat nafil ke badle
Q19. Allah din bahr ke kaam apne zime le leta hai ?
Zuhr ki sunnate muakidah ada karne wale
Chasht ki 4 rakat ada karne wale
Asr ki sunnate ghair muakidah ada karne wale
Q20. Namaz mein idhar udhar dekhne se :-
Bande ki tawajo namaz se haat jati hai
Allah bande se tawajo hata leta hai