Q1. Salaam ke baad sahw ke baare mein kalaam namaz ko _______________ karti hai.
Batil
Batil nahi
Khatam
Q2. Salaam pehrne ke baad sajde sahw karne ke liye dobara tashahud padhna :-
Sunnat se sabit nahi
Jaiz hai
Sunnat se sabit hai
Q3. Bhool ke liye kya lafz istemal hota hai ?
Nisyaan
Sahw
Dono alfaaz durust hai
Q4. Agar __________________ namaz waqt par ada na ki jasake toh mauqa milte hi fauran ada karni chahiye.
Laparwai ki wajah se
Baghair kisi uzr ke
Kisi uzr ki wajah se
Q5. Qaza namaz bajama'at ada karna :-
Jaiz nahi
Makrooh hai
Q6. Pehle tashahud bhool kar puri tarah khade na ho aur baitna yaad ajae toh bait jana chahiye.
Jee haan
Jee nahi
Sajde sahw lazim ayga
Q7. Sajde sahw kab karna chahiye ?
Salaam se pehle
Salaam ke baad
Dono tarah kiya jasakta hai
Q8. Namaz mein koi soch ane par :-
Sajde sahw lazim nahi ata
Sajde sahw lazim ata hai
Ismein ikhtelaf hai
Q9. Raat ko witr ada na kiye ho, toh subah ke waqt padhe jasakte hai.
Ye sunnat se sabit nahi
Q10. Pehla tashahud bhool kar namazi qiyam ke liye seedha khada hojae toh tashahud ke liye wapas bait jana chahiye.
Jee nahi, balke sajde sahw kar lena chahiye
Koi harj nahi
Q11. Namaz mein bhool se koi rukn (Surah Al-Fatiha, ruku, sajda etc) choot jane par kya kiya jae ?
Puri namaz dohraani hogi
Sajda sahw ke 2 sajde kar lena kafi hai
Rakat dohrakar phir sajde sahw karna hoga
Q12. Qaza umri ada karna :-
Behtareen amal hai
Q13. Neend ki wajah se namaz qaza hojae toh kya kiya jae ?
Nawafil ada kiye jae
Ma'afi mangi jae
Neend se ankh khulte hi ada ki jae
Q14. Haizah ke liye haiz ke dino ke :-
Dono ki qaza nahi hai
Rozon ki qaza nahi hai
Namaz ki qaza nahi hai
Q15. Namaz-e-Fajr ki 2 sunnate farzon se pehle na padhi jasake toh kya karna chahiye ?
Farzo ke baad ada karni chahiye
Suraj nikalne ke baad ada karni chahiye
Q16. Ayyam-e-Jahiliyat mein ada na ki gai namazo ka kya kiya jae ?
Isteghfar aur sadqaat
Nawafil ki kasrat
Dono jawabaat durust hai
Q17. Bhooli hui namaz ka kaffara kya hai ?
Us namaz ko ada kar lena
Maal dena
Miskino ko khana khilana
Q18. Bajamaa't namaz mein sajde sahw kab lazim ata hai ?
Bajama'at namaz mein sajde sahw ki zarurat nahi
Muqtadi ki bhool par
Imaam ki bhool par
Q19. ____________________ ki wajah se namaz qaza hojae toh yaad ate hi fauran ada karni chahiye.
Bhool
Masrufiyat
Waqt ki kami
Q20. "Ilm toh seekh liya, aab adab seekh raha hoon" ye kis imaam ke alfaaz hai ?
Imaam Maalik
Imaam Bukhari
Imaam Shafa'ee