Q1. Roze iftaar karwane wale ke liye ek masnoon dua hai ?
Jee haan
Dua dene mein koi harj nahi
Jee nahi aisi koi dua nahi
Q2. Anbiya ki sunnat ke mutabiq :-
Iftaar mein jaldi karni chahiye
Sehri mein der karni chahiye
Dono sahih hai
Q3. Hadeeth mein kis khane ko barkat wala qarar diya gaya hai ?
Iftaar
Sehri
Dono
Q4. Roza iftaar karna masnoon hai :-
Taza khajur, khushk khajur
Paani
Dono se masnoon hai
Q5. Namak se roza kholna masnoon hai ?
Jee nahi
Ye neeki hai
Q6. Kounse sahabi sehri se qabl azaan diya karte the ?
Bilaal (r.a)
Ibn Umme Makhtoom (r.a)
Anas Bin Maalik (r.a)
Q7. Roze iftaar ki masnoon dua kounsi hai ?
Aye Allah ! mein ne roza rakha aur imaan laya, tujh par bharosa kiya aur tere rizq se iftaar kiya
Pyaas khatam hogai aur rage tar hogai aur roze ka ajr In Shaa Allah pakka hogaya
Dono masnoon hai
Q8. Sehri khate huwe azaan hojae toh :-
Khana fauran tark karde
Khana kha lena chahiye
Jaldi jaldi apni zaruriyat puri karle
Q9. Roza iftaar karane wale ka ajr roza iftaar karne wale ke :-
Ajr se badh kar hai
Ajr ke barabar hai
Ajr se kam hai
Q10. Namaz-e-Maghrib ki tarah 2 tashahud aur 1 salaam se witr ada karna durust hai ?
Sahih
Ghalat
Koi harj nahi
Q11. Nabi (s.a.w.s) ne Duae Qunoot :-
Ruko se pehle padhi
Kabhi nahi bhi padhi
Dono batae durust hai
Q12. Sahaba mein sub se zyada umr pane wale sahabi koun hai ?
Abu Obaidah Bin Jarrah (r.a)
Q13. Nabi (s.a.w.s) se, ek se zyada tarah se witr padhna sabit hai ?
Namaz-e-Maghrib ki tarah witr ada kiye
Q14. Shabeena (ek raat mein pura Quran khatam karna) pasandida hai :-
Khilaafe sunnat hai
Q15. Aapke shaher mein 15 ghante ka roza tha. Aap sehri karke safr ke liye nikle, dusre shaher pohach kar 15 ghante baad roza khol lene mein koi harj nahi.
Jee koi harj nahi
Thodi der aur karke kholna chahiye
Iftaar hazir jagah ke lehaz se kiya jaega