Q1. Kis din ke roze rakhna Nabi (s.a.w.s) pasand farmate the ?
Monday & Saturday
Sunday & Monday
Monday & Thursday
Q2. Hajji ke liye Arafaat mein 9 zul hijjah ka roza rakhna kaisa hai ?
Bahut zyada ajr hai
Mana hai
Pasand hai
Q3. Hadeeth mein Rasool Allah (s.a.w.s) ne khaas taur par kis paighambar ke roze rakhne ke tareeqe ko afzal qarar diya ?
Ibrahim (a.s)
Dawood (a.s)
Isa (a.s)
Q4. Chalees (40) rozon ka chilla :-
Sunnat se sabit nahi
Muttaqion ka tareeqa hai
Mustahab hai
Q5. Sirf hafte ka roza rakhna :-
Makrooh hai
Jaiz hai
Q6. Ramadan ke rozon ke baad kis mahine ke roze afzal hai ?
Rajab
Muharram
Rabi ul Awwal
Q7. Kis 1 roze ke badle 1 guzishta aur 1 aynda saal yani 2 saal ke saghira gunaho ko maaf kardiya jata hai ?
10 Muharram
9 Zul Hijjah
9 Muharram
Q8. Sirf Jumuah ka roza rakhna :-
Afzal hai
Q9. Har mah ke pehle Monday aur pehle dono Thursday ke roze rakhna :-
Nabi (s.a.w.s) ne iska hokum diya
Nabi (s.a.w.s) ka ma'amul tha
Nabi (s.a.w.s) ne mana farmaya
Q10. Isteqbal-e-Ramadan ke taur par roze rakhna kaisa hai ?
Q11. Rasool Allah (s.a.w.s) kis mahine mein baqi tamaam mahino ki nisbat kasrat se roze rakhte the ?
Shaban
Q12. Har saal Ramadan ke pure roze aur kis mahine ke 6 roze rakhne ka sawab umr bahr roze rakhne ke barabar hai ?
Shawwal
Q13. Nabi (s.a.w.s) se tasdeeq shuda (approved) pehla ahadeeth ka majmua kisne martab (arrange) kiya ?
Abdullah Bin Umar (r.a)
Abdullah Bin Abbas (r.a)
Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (r.a)
Q14. Shaban ke rozon ke bare mein kya baat sahih maloom hoti hai ?
15 tareeq ka roza rakhna chahiye
15 tareeq ke baad ke roze rakhe jasakte hai
1 se 15 tareeq ke roze rakhe jasakte hai
Q15. Muharram ki 10 tareeq ka roza kis tarah rakhna chahiye :-
9 ya 11 se milakar rakhna chahiye
9, 10 aur 11 rakhna chahiye
Sirf 10 ka roza rakhne mein koi harj nahi