Q1. Rasool (s.a.w.s) ne jis saal wafat pai, us saal kitne din ka itekaaf farmaya ?
10
15
20
Q2. Itekaaf sunnat-e-muakidah kifaya hai. Kifaya se kya murad hai ?
Mard aur aurat dono ko ada karna zaruri hai
Mohalle ya shaher mein chand log karle toh sub ki taraf se ada hojata hai
Kamaz kam 1/3 musalmano ko karna zaruri hai
Q3. Itekaaf kab shuru karna masnoon hai ?
Isha ki namaz ke baad
Maghrib ki namaz ke baad
Fajr ki namaz ke baad
Q4. Nafli itekaaf ke liye jitney din maisar ho utne dino ka itekaaf karlena chahiye ?
Jee haan
Jee nahi
Itekaaf 10 din ka hi hota hai
Q5. Halat-e-itekaaf mein janaze mein shareek huwa jasakta hai ?
Koi harj nahi
Q6. Laylatul Qadr kab talash karni chahiye ?
27 Ramadan ki raat ko
25-29 Ramadan ki raaton ko
21-23-25-26-27-29 Ramadan ki raaton ko
Q7. Ramadan ke akhiri ashre ko kis tarah guzarna chahiye ?
Bahut zyada ibaddat karni chahiye
Ahel wa ayaal ko ibaddat ke liye ubharna chahiye
Dono jawabat durust hai
Q8. Laylatul Qadr ki khususi dua Rasool (s.a.w.s) ne kisko sikhai ?
Ayesha (r.a)
Safiya (r.a)
Khadeeja (r.a)
Q9. Mard gharon mein itekaaf karsakte hai ?
Masjid hi mein karna chahiye
Q10. Aakif ko عاكف
Roze rakhna zaruri hai
Roze rakhna zaruri nahi
Roze ki rukhsat hai
Q11. Sadqa Fitr kis tarah dena afzal hai :-
Rupyo ki surat mein
Ghalle ki surat mein
Paka kar khane ki surat mein
Q12. Sadqe Fitr ada karne ka sahih waqt kya hai ?
Akhiri roza iftaar karne ke baad
Eid ke 1 ya 2 din pehle ada kiya jasakta hai
Q13. Sadqe Fitr ada karna :-
Farz hai
Sunnat Muakidah hai
Mustahab hai
Q14. Sadqe Fitr ka maqsad kya hai ?
Muashre mein khush hali phaile
Roze mein hone wale gunaho se paak hona
Q15. Humare muashre mein Shabe Barat aur Shabe Meraj ko ahmiyat dene ki wajah se :-
Laylatul Qadr ki fazeelat mein kami kardi jati hai
Laylatul Qadr ki fazeelat badha di jati hai
Ye dono raate bhi bahut fazeelat wali hai