Q1. Zakaat ke ahkamaat rasool (s.a.w.s) ne kab nafiz kiye ?
Fateh Makkah se pehle
Sule Hudaebiya ke baad
Fateh Makkah ke baad
Q2. Zakaat ke ahkamaat ko Yemen mein nafiz karne ke liye rasool (s.a.w.s) ne kis sahabi ko qazi banakar bheja ?
Saad Bin Abi Waqqas (r.a)
Muaz Bin Jabal (r.a)
Abu Obaidah Bin Jarrah (r.a)
Q3. Jis maal par zakat na di gai ho wo ganje ________________ ki surat mein qayamat ke din ayega ?
Bhediye
Shair
Sanp
Q4. Hadeeth mein ____________________ nisf imaan kaha gaya hai ?
Namaz qaim karna
Zakaat ada karna
Wuzu karna
Q5. Zakaat kis cheez ki daleel hai ?
Sahibe imaan hona
Maal se be taluq
Maal se mohabbat
Q6. Zakaat ada karne ke liye shart hai :-
Maal 1 qamri (lunar) saal tak jama rehna
Maal 1 shamsi (solar) saal tak jama rehna
Ramadan ka mahina ana
Q7. Jin janwaro ki zakat ada na ki jae, wo qayamat ke din malik :-
Par sawari karega
Ko khaega
Ko paon tale rawong dega
Q8. Qayamat ka din barabar hai :-
50,000 saal
1000 saal
2000 saal
Q9. Abu Zar Ghaffari (r.a) ke bare mein rasool (s.a.w.s) ne farmaya :-
Ameer tareen shaks
Zakaat ada karne wala
Zahid shaks
Q10. Sona chandi jama karna :-
Haraam hai
Zakaat ada karni chahiye
Jaiz nahi
Q11. Bakhili kya hai ?
Kud par karch karna
Dusron par karch na karna
Kud par bhi karch na karna
Q12. Taweel hadeeth mein 3 admio mein se koun Allah ki raza hasil karsaka ?
Kode
Ganja
Andha
Q13. Allah azmaata hai :-
Maal de kar
Maal tang karke
Dono tarah
Q14. Hadeeth mein ata hai ke zakat ada na karna ________________ ka sabab banta hai ?
Zalzale
Qehad sali
Barishon
Q15. Zakaat ada na karne wale log :-
Nabi (s.a.w.s) ne lanat farmai
Dozakhi
Dono jawabaat durust hai