Q1. Sadqa Allah ke ghusse ko dur karta hai aur ____________________ se bachata hai ?
Ruswai
Buri maut
Buri zindagi
Q2. Sadqa kya hai ?
Har mashwara
Har lain dain
Har neeki ka kaam
Q3. Kya cheez umr mein izafa karti hai ?
Sila rehmi
Dosti
Achi guftagu
Q4. Ehsan jatane se sadqe ka ajr __________________________ hojata hai.
Zaya
Kam
Aadha
Q5. Kaisa sadqa aag se bachata hai ?
Apne tamam maal ka sadqa
Apne aadhe maal ka sadqa
Mamoli cheez ka bhi sadqa
Q6. Mayyat ki taraf se sadqa karna :-
Jaiz hai
Jaiz nahi
Biddat hai
Q7. Mayyat ke liye afzal tareen sadqa kounsa hai ?
Paani pilana
Khana khilana
Kapda pehnana
Q8. Sadqa dekar wapas lena kaisa hai ?
Behtar hai ke wapas na liya jae
Q9. Allah izzat badhata hai :-
Qeemti tohfe dene se
Dikha kar sadqa karne se
Maaf karne se
Q10. Aurat apne ghar ke kharche se sadqa :-
Desakti hai
Nahi desakti
Behtar hai na de
Q11. Sadqa dene se :-
Maal kam nahi hota
Maal ki mohabbat bhadti hai
Maal se nafrat paida hoti hai
Q12. Musalman ke bagh ya khet se janvar jo khaye wo :-
Zulm hai
Tohfe hai
Sadqa hai
Q13. Allah buland martaba ata farmata hai :-
Ajizi ikhteyar karne se
Tohfe dene se
Sifarish karne se
Q14. Jaldi karni chahiye :-
Mashware dene mein
Sadqa dene mein
Nukari dene mein
Q15. __________________ aur maal ki khawhish ke zamane mein sadqe dene afzal hai.
Beemari
Daulat
Tandrusti