Q1. Abu Bakr Siddique (ra) ke ghulam :-
Abdullah Bin Abi Bakr
Amair Bin Fuhaira
Abdullah Bin Ureqat
Q2. Hijrat ke safr mein guide Abdullah Bin Ureqat koun the ?
New muslim
Kafir
Sache musalman
Q3. Masjid Areesh kahan qaim ki gai ?
Maidan-e-Badr
Wadi Hunain
Uhud Pahad
Q4. Ayesha (ra) ke har khone wale waqiah se ummat ko kya faida hasil huwa ?
Qafile ko araam meysar aya
Qasr namazon ka tohfa mila
Tayammum ki asaani hasil hui
Q5. Abu Bakr Siddique (ra) ne waqiah Ifk mein ghalat fehmi ka shikar sahabi ke saath kya sulook kiya ?
Sakht ghussa huwe
Muaaf kardiya aur maddad jari rakhi
Muaaf kardiya magar maddad rok di
Q6. Abdullah Bin Abi Bakr ne hijrat ke mauqe par kya kam anjam diya ?
Bakriya charahte takey nishanaat mit jae
Kuffare Makkah ki khabre Rasool (saws) ko puhchate
Kuffare Makkah ko Nabi (saws) ki ghalat khabre dete
Q7. Nabi (saws) ke aylalat ke dino mein Abu Bakr (ra) ne kitni namazo ki imamat ki ?
17
20
13
Q8. Rasool (saws) ne farmaya :- "agar mein kisiko _________________ banata toh Abu Bakr hi ko banata" :-
Khaleel
Khaleefa
Sarparast
Q9. Amr Bin Al Aas kin sahaba ikhram ke saath imaan lae jispar Nabi (saws) ne farmaya ke "Makkah ne apne jigar ghosh ko Islam ki godh mein dal diya hai" :-
Khaled Bin Waleed (ra) aur Abu Dunjal (ra)
Uthman Bin Talha (ra) aur Abu Dunjal (ra)
Khaled Bin Waleed (ra) aur Uthman Bin Talha (ra)
Q10. Kounse fitna Abu Bakr (ra) ki khilafat ke daur mein utha ? *mane - those who refuse/deny
Musailma Kazzab aur mane zakaat
Musailma Kazzab aur mane hajj
Mane saum aur mane zakaat